Aadi Aur Anth

आदि और अंत

Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Sab Kuch Hai Tujh Mein –

Tujhse, Tere Liye

Shrishti Mein Sab Kuch, Jo Hai Bana,

Tu Ne Racha (x2)

Tu Hai Aadi Aur Anth Bhi,

Teri Saanson Se Mili Yeh Zindagi

VERSE 1

सब कुच है तुझ मेइन –

तुझ्से, तेरे लिये

श्रिश्ति मेइन सब कुच, जो है बन,

तु ने रच (x2)

तु है आदि और अन्थ भि,

तेरी सान्सोन से मिलि येह ज़िन्दगि

CHORUS

Tu Yogya Hai, Pavitra Hai, Sabse Mahaan Hai

Tu Shresht Hai, Anant Hai, Aur Khoobsurat Hai (x2)

CHORUS

तु योज्ञ है, पवित्र है, सबसे महान है

तु श्रेश्त है, अनन्त है, और खूब्सुरत है (x2)

VERSE 1

Hum Jo Hai Tujh Mein,

Tujh Se, Tere Liye

Charano Mein Tere, Ab Hum Rahen,

Sajda Karen (x2)

Tere Noor Ko Niharte Hue,

Ansh Ansh Se Hum Tujhsa Bane (x2)

VERSE 1

हुम जो है तुझ मेइन,

तुझ से, तेरे लिये

चरनो मेइन तेरे, अब हुम रहेन,

सज्द करेन (x2)

तेरे नूर को निहर्ते हुए,

अन्श अन्श से हुम तुझसा बने (x2)

CHORUS

Tu Yogya Hai, Pavitra Hai, Sabse Mahaan Hai

Tu Shresht Hai, Anant Hai, Aur Khoobsurat Hai (x2)

CHORUS

तु योज्ञ है, पवित्र है, सबसे महान है

तु श्रेश्त है, अनन्त है, और खूब्सुरत है (x2)

BRIDGE

Tu Jo Kal Tha, Aaj Vahi Hai,

Aur Hamesha, Rahega Ek Samaan

Ab Har Jaati, Aur Prajati,

Har Ek Zubaan Bhi, Bas Teri Jai Gaaye (x2)

BRIDGE

तु जो कल थ, आज वहि है,

और हमेश, रहेग एक समान

अब हर जाति, और प्रजति,

हर एक ज़ुबान भि, बस तेरी जै गाये (x2)

English Lyrics
VERSE 1

Sab Kuch Hai Tujh Mein –

Tujhse, Tere Liye

Shrishti Mein Sab Kuch, Jo Hai Bana,

Tu Ne Racha (x2)

Tu Hai Aadi Aur Anth Bhi,

Teri Saanson Se Mili Yeh Zindagi

CHORUS

Tu Yogya Hai, Pavitra Hai, Sabse Mahaan Hai

Tu Shresht Hai, Anant Hai, Aur Khoobsurat Hai (x2)

VERSE 2

Hum Jo Hai Tujh Mein,

Tujh Se, Tere Liye

Charano Mein Tere, Ab Hum Rahen,

Sajda Karen (x2)

Tere Noor Ko Niharte Hue,

Ansh Ansh Se Hum Tujhsa Bane (x2)

CHORUS (Repeat)

Related Songs