Aag Mein Ek Aur
आग में एक और
Romanisedi
Hindi
Gam Mein Dil Ko Faizal Mila Hai
Band Raahon Mein Khuli Ek Raah Nayi
Dekhoon Jab Faasle Abhee
Mera Ateet Aur Jahaan Hoon Abhee
Jaanoon Main Phir Akela Rahoonga Nahin
Aag Mein Ek Aur Tha
Sang Mere Khada
Jisne Gehre Paaniyon Mein
Samandar Rok Rakha
Bhool Jaoon Agar Kabhi Main
Aajaad Kaise Hua
Seeli Par Mere Gunaah
Lekar Ek Aur Mera
Ho Aag Mein Ek Aur Tha
Mera Karz Dooba Samandar Ke Neeche
Main To Paap Ka Gulam Raha Ab Nahin
Giroon Main Jo Kabhi Kisi Sehlaab Mein Bachoon Ya Nahin
Tab Bhi Duniya Ke Aage Jhukoon Ga Nahin
Jaanoon Main Ke Akela Rahoonga Nahin
Aag Mein Ek Aur Hai
Sang Mere Khada
Jisne Gehre Paaniyon Mein
Samandar Rok Rakha
Bhool Jaoon Agar Vah Samarth
Jisne Kiya Aajaad
Vahi Mrityunjay Ki Shakti
Mere Sine Mein Yahaan Dikhe
Ho Aag Mein Ek Aur Hai
Ho Aag Mein Ek Aur Hai
Dikhe Roshani Andheron Mein
Andhera Jhuke Yahaan
Swarg Goonj Uthe Aur Kareeb Aaye
Mite Har Faasla Ye Jameen Kaape
Pairon Tale Saraakhen Ab Toote
Tere Mere Beech Mein Raah Sirf Jeet Hai
Koi Naam Nahin Hai Yeshu Jaisa
Vahi Hai Jo Bana Rahega Sarvada
Phir Chahe Koi Mere Saath Na Rahe
Hai Yakeen Mujhe
Jaanoon Main Ke Akela Rahoonga Nahin
Aag Mein Ek Aur Hoga
Sang Mere Khada
Jo Gehre Paaniyon Mein
Samandar Rokega
Bhool Jaoon Agar Kabhi Main
Tu Kitna Bhala Hai
Sangharsh Mein Khushi Paoon
Tu Rahega Wahaan
Aag Mein Ek Aur Hai
Aag Mein Ek Aur Hai
Aag Mein Ek Aur
गम मेइन दिल को फ़ैज़ल मिल है
बन्द राहोन मेइन खुलि एक राह नयि
देखून जब फ़ास्ले अभी
मेरा अतीत और जहान हून अभी
जानून मैन फिर अकेल रहून्ग नहीं
आग मेइन एक और थ
सन्ग मेरे खद
जिस्ने गेह्रे पानियोन मेइन
समन्दर रोक रख
भूल जऊन अगर कभि मैन
आजाद कैसे हुअ
सीलि पर मेरे गुनाह
लेकर एक और मेरा
हो आग मेइन एक और थ
मेरा कर्ज़ दूब समन्दर के नीचे
मैन तो पाप का गुलम रह अब नहीं
गिरून मैन जो कभि किसि सेह्लाब मेइन बचून य नहीं
तब भि दुनिय के आगे झुकून ग नहीं
जानून मैन के अकेल रहून्ग नहीं
आग मेइन एक और है
सन्ग मेरे खद
जिस्ने गेह्रे पानियोन मेइन
समन्दर रोक रख
भूल जऊन अगर वह समर्थ
जिस्ने किय आजाद
वहि म्रित्युन्जय की शक्ति
मेरे सिने मेइन यहान दिखे
हो आग मेइन एक और है
हो आग मेइन एक और है
दिखे रोशनि अन्धेरोन मेइन
अन्धेर झुके यहान
स्वर्ग गून्ज उथे और करीब आये
मिते हर फ़ास्ल ये जमीन कापे
पैरोन तले सराखेन अब तूते
तेरे मेरे बीच मेइन राह सिर्फ़ जीत है
कोई नाम नहीं है यीशु जैस
वहि है जो बन रहेग सर्वद
फिर चहे कोई मेरे साथ न रहे
है यकीन मुझे
जानून मैन के अकेल रहून्ग नहीं
आग मेइन एक और होग
सन्ग मेरे खद
जो गेह्रे पानियोन मेइन
समन्दर रोकेग
भूल जऊन अगर कभि मैन
तु कित्न भल है
सन्घर्श मेइन खुशि पऊन
तु रहेग वहान
आग मेइन एक और है
आग मेइन एक और है
आग मेइन एक और
Gam Mein Dil Ko Faizal Mila Hai
Band Raahon Mein Khuli Ek Raah Nayi
Dekhoon Jab Faasle Abhee
Mera Ateet Aur Jahaan Hoon Abhee
Jaanoon Main Phir Akela Rahoonga Nahin
Aag Mein Ek Aur Tha
Sang Mere Khada
Jisne Gehre Paaniyon Mein
Samandar Rok Rakha
Bhool Jaoon Agar Kabhi Main
Aajaad Kaise Hua
Seeli Par Mere Gunaah
Lekar Ek Aur Mera
Ho Aag Mein Ek Aur Tha
Mera Karz Dooba Samandar Ke Neeche
Main To Paap Ka Gulam Raha Ab Nahin
Giroon Main Jo Kabhi Kisi Sehlaab Mein Bachoon Ya Nahin
Tab Bhi Duniya Ke Aage Jhukoon Ga Nahin
Jaanoon Main Ke Akela Rahoonga Nahin
Aag Mein Ek Aur Hai
Sang Mere Khada
Jisne Gehre Paaniyon Mein
Samandar Rok Rakha
Bhool Jaoon Agar Vah Samarth
Jisne Kiya Aajaad
Vahi Mrityunjay Ki Shakti
Mere Sine Mein Yahaan Dikhe
Ho Aag Mein Ek Aur Hai
Ho Aag Mein Ek Aur Hai
Dikhe Roshani Andheron Mein
Andhera Jhuke Yahaan
Swarg Goonj Uthe Aur Kareeb Aaye
Mite Har Faasla Ye Jameen Kaape
Pairon Tale Saraakhen Ab Toote
Tere Mere Beech Mein Raah Sirf Jeet Hai
Koi Naam Nahin Hai Yeshu Jaisa
Vahi Hai Jo Bana Rahega Sarvada
Phir Chahe Koi Mere Saath Na Rahe
Hai Yakeen Mujhe
Jaanoon Main Ke Akela Rahoonga Nahin
Aag Mein Ek Aur Hoga
Sang Mere Khada
Jo Gehre Paaniyon Mein
Samandar Rokega
Bhool Jaoon Agar Kabhi Main
Tu Kitna Bhala Hai
Sangharsh Mein Khushi Paoon
Tu Rahega Wahaan
Aag Mein Ek Aur Hai
Aag Mein Ek Aur Hai
Aag Mein Ek Aur
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan