Aaj Ka Yeh Din

आज का यह दिन

By: Aaghaaz
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

CHORUS

Aaj ka ye din shubh din hai

Aaj ki ye raat shubh raat

Aao hum kare pyaar se shuru

Pyaar ke masiha ki baat

Tere liye mere liye

Aaya hain woh sabke liye – 2

CHORUS

आज का ये दिन शुभ दिन है

आज की ये रात शुभ रात

आओ हुम करे प्यार से शुरु

प्यार के मसिह की बात

तेरे लिये मेरे लिये

आय हैं वोह सब्के लिये – 2

VERSE 1

Aisa pyaar dekha na kabhi

Aisa pyaar paya na kabhi

Pyaar mein uske gairon ne bhi apnapan paya

Mera har din naya din hai

Meri har raat nayi raat hai ,

Aao…….

VERSE 1

ऐस प्यार देख न कभि

ऐस प्यार पय न कभि

प्यार मेइन उस्के गैरोन ने भि अप्नपन पय

मेरा हर दिन नय दिन है

मेरी हर रात नयि रात है ,

आओ…….

VERSE 1

Uski har baat hain mera junoon

Woh din raat hain mera sukoon

Pyaar Masih ka meri himmat pyaar mera saaya

Har kadam -2 woh hain mere sang

Har jagah Masih hain mere saath

Aao hum

VERSE 1

उस्कि हर बात हैं मेरा जुनून

वोह दिन रात हैं मेरा सुकून

प्यार मसिह का मेरी हिम्मत प्यार मेरा साय

हर कदम -2 वोह हैं मेरे सन्ग

हर जगह मसिह हैं मेरे साथ

आओ हुम

English Lyrics
CHORUS

Aaj ka ye din shubh din hai

Aaj ki ye raat shubh raat

Aao hum kare pyaar se shuru

Pyaar ke masiha ki baat

Tere liye mere liye

Aaya hain woh sabke liye – 2

VERSE 1

Aisa pyaar dekha na kabhi

Aisa pyaar paya na kabhi

Pyaar mein uske gairon ne bhi apnapan paya

Mera har din naya din hai

Meri har raat nayi raat hai ,

Aao…….

VERSE 2

Uski har baat hain mera junoon

Woh din raat hain mera sukoon

Pyaar Masih ka meri himmat pyaar mera saaya

Har kadam -2 woh hain mere sang

Har jagah Masih hain mere saath

Aao hum

Related Songs