Aakash Aur Dharti Ke Raja Ki Jai

आकाश और धरती के राजा की जय

By: Traditional
Category: Christmas ServiceOccasion: Christmas, Sunday Service, Christmas ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Aakash Aur Dharti Ke Raja Ki Jai

Jai Jai Pukaar -2

Saaree Zameen Ki Saari Praja

Yeshu Ki Jai, Jai Jai Pukaar -2

Jeevan Ka Rachne Wala Vahi

Bhakton Ke Dil Ka Ujaala Vahi

Paapin Kaaran Janmaa Vahi

Sooli Par Chadhne Wala Vahi

Vahi Hai Mere Jeevan Ka Maan

Mera Uddhaar Aur Meri Chattan -2

Haathon Me Hai Uske, Kishti Meri

Aane Do, Gar Aata Hai Toofaan -2

Dukh Me Aur Sukh Me Saathi Raha

Raahon Me Jeevan Ke Sang Vah Chala -2

Uski Rahi Ham Par Kripa Badi

Jeevan Mila To Usi Se Mila -2

VERSE 1

आकश और धर्ति के राजा की जै

जै जै पुकार -2

सारी ज़मीन की सारि प्रज

यीशु की जै, जै जै पुकार -2

जीवन का रच्ने वल वहि

भक्तोन के दिल का उजाल वहि

पापिन कारन जन्मा वहि

सूलि पर चध्ने वल वहि

वहि है मेरे जीवन का मान

मेरा उद्धार और मेरी चत्तन -2

हाथोन मे है उस्के, किश्ति मेरी

आने दो, गर आत है तूफ़ान -2

दुख मे और सुख मे साथि रह

राहोन मे जीवन के सन्ग वह चल -2

उस्कि रहि हम पर क्रिप बदि

जीवन मिल तो उसि से मिल -2

English Lyrics
VERSE 1

Aakash Aur Dharti Ke Raja Ki Jai

Jai Jai Pukaar -2

Saaree Zameen Ki Saari Praja

Yeshu Ki Jai, Jai Jai Pukaar -2

Jeevan Ka Rachne Wala Vahi

Bhakton Ke Dil Ka Ujaala Vahi

Paapin Kaaran Janmaa Vahi

Sooli Par Chadhne Wala Vahi

Vahi Hai Mere Jeevan Ka Maan

Mera Uddhaar Aur Meri Chattan -2

Haathon Me Hai Uske, Kishti Meri

Aane Do, Gar Aata Hai Toofaan -2

Dukh Me Aur Sukh Me Saathi Raha

Raahon Me Jeevan Ke Sang Vah Chala -2

Uski Rahi Ham Par Kripa Badi

Jeevan Mila To Usi Se Mila -2

Related Songs