Aao Pyaare Yeshu Bulaataa

आओ प्यारे यीशु बुलाता,

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Aao pyaare yeshu bulaataa, abhee aao sunte hee aavaaz (2)

Aaj hee tere uddhaar kaa din hai (2)

1. Dekhaa uskaa pyaar behetaa saleeb par, man firaao uskee aagyaa hai (2)

Maaf karegaa, saaf karegaa (2), aaj hee tere uddhaar kaa din hai.

2. Usne le li saaree beemaaree, kode khaakar apne jism par (2)

Shifaa degaa, saare rogon se (2), aaj hee teri shifaa kaa din hai.

3. Tere paapon ko uṭhaane vaalaa, maan jaao uske kehene ko (2)

Jeevan degaa aa jaao jald (2), aaj hee tere bachaav kaa din hai.

4. Aataa hai jaldi yeshu baadal par, tum bhi ho taiyaar uskee aamad mein (2)

Jald karo sevaa ho agar (2), aaj hee teri taiyaaree kaa din hai..

VERSE 1

आओ प्यारे यीशु बुलाता, अभी आओ सुन्ते ही आवाज़ (2)

आज ही तेरे उद्धार का दिन है (2)

1. देखा उस्का प्यार बेहेता सलीब पर, मन फ़िराओ उस्की आज्ञा है (2)

माफ़ करेगा, साफ़ करेगा (2), आज ही तेरे उद्धार का दिन है.

2. उस्ने ले लि सारी बीमारी, कोदे खाकर अपने जिस्म पर (2)

शिफ़ा देगा, सारे रोगोन से (2), आज ही तेरी शिफ़ा का दिन है.

3. तेरे पापोन को उṭहाने वाला, मान जाओ उस्के केहेने को (2)

जीवन देगा आ जाओ जल्द (2), आज ही तेरे बचाव का दिन है.

4. आता है जल्दि यीशु बादल पर, तुम भि हो तैयार उस्की आमद मेइन (2)

जल्द करो सेवा हो अगर (2), आज ही तेरी तैयारी का दिन है..

English Lyrics

Related Songs