Aao Yahowa Ke Liye
आओ यहोवा के लिए
Romanisedi
Hindi
Aao Ham Yahowa Ke Liye
Unche Swar Se Gaayen
Apne Uddhaar Ki Chattaan Ka
Jai Jaikaar Karen!
Aao Yahowa Ke Liye
Unche Swar Se Gaayen
Dhanyawad Karte Huye
Uske Sammukh Aayen! -2
Uddhaar Ki Chattan Ka
Jai Jaikaar Karen
Bhajan Gaate Huye Uska
Jai Jaikaar Karen -2
Wo Hi Hamara Dridh Garh Hai
Uski Stuti Gaayen -2
Aao Yahowa Ke Liye...
Yahowa Mahan Parmeshwar
Mahima Ke Yogay Wo Hai
Sab Devtaon Se Badhkar
Bhay Ke Yogay Wo Hai -2
Wo Hi Hamara Raja Hai
Uski Jai Jai Gaayen -2
Aao Yahowa Ke Liye...
Wo Hi Hamara Hai Khuda
Aao Sijda Karen
Usne Jo Bade Bade Kaam Kiye
Aao Varnan Karen -2
Uske Kiye Uddhaar Ki
Khushkhabri Sunaayen -2
Aao Yahowa Ke Liye...
आओ हम यहोव के लिये
उन्चे स्वर से गायेन
अपने उद्धार की चत्तान का
जै जैकार करेन!
आओ यहोव के लिये
उन्चे स्वर से गायेन
धन्यवद कर्ते हुये
उस्के सम्मुख आयेन! -2
उद्धार की चत्तन का
जै जैकार करेन
भजन गाते हुये उस्क
जै जैकार करेन -2
वो हि हमर द्रिध गर्ह है
उस्कि स्तुति गायेन -2
आओ यहोव के लिये...
यहोव महन पर्मेश्वर
महिमा के योगय वो है
सब देव्तओन से बध्कर
भय के योगय वो है -2
वो हि हमर राजा है
उस्कि जै जै गायेन -2
आओ यहोव के लिये...
वो हि हमर है खुद
आओ सिज्द करेन
उस्ने जो बदे बदे काम किये
आओ वर्नन करेन -2
उस्के किये उद्धार की
खुश्खब्रि सुनायेन -2
आओ यहोव के लिये...
Aao Ham Yahowa Ke Liye
Unche Swar Se Gaayen
Apne Uddhaar Ki Chattaan Ka
Jai Jaikaar Karen!
Aao Yahowa Ke Liye
Unche Swar Se Gaayen
Dhanyawad Karte Huye
Uske Sammukh Aayen! -2
Uddhaar Ki Chattan Ka
Jai Jaikaar Karen
Bhajan Gaate Huye Uska
Jai Jaikaar Karen -2
Wo Hi Hamara Dridh Garh Hai
Uski Stuti Gaayen -2
Aao Yahowa Ke Liye...
Yahowa Mahan Parmeshwar
Mahima Ke Yogay Wo Hai
Sab Devtaon Se Badhkar
Bhay Ke Yogay Wo Hai -2
Wo Hi Hamara Raja Hai
Uski Jai Jai Gaayen -2
Aao Yahowa Ke Liye...
Wo Hi Hamara Hai Khuda
Aao Sijda Karen
Usne Jo Bade Bade Kaam Kiye
Aao Varnan Karen -2
Uske Kiye Uddhaar Ki
Khushkhabri Sunaayen -2
Aao Yahowa Ke Liye...
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan