Aasmano Me Hoga Mera Bhi Ek Makaan

आसमानों में होगा मेरा भी एक मकान

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Aasmano Me Hoga,

Mera Bhi Ek Makaan

Usme Rahenge Ham Ja Ke,

Chhodenge Jab Ye Jahan -2

Main Kaahe Ghabraun,

Mera Bharosa Vahi

Usne Kiya Hai Ye Wada,

Wada Hai Sachcha Sahi -2

Jagah Banaunga Ja Ke,

Apne Pita Ke Yahan

Aasmano Me Hoga...

Likha Gaya Memne Ki,

Pustak Me Mera Bhi Naam

Mujh Paapi Par Jab Hua Tha,

Uske Fazal Ka Ye Kaam -2

Usne Bachaya Hai Mujhko,

Wo Hai Bada Meharbaan

Aasmano Me Hoga...

Jhuthe Jahan Me Tasalli,

Kabhi Nahin Paoge

Yeshu Ke Paas Bojh Lao,

Tabhi Aaraam Paoge

Uske Sang Ham Rahenge,

Chhodenge Jab Ye Jahan

Aasmano Me Hoga...

Usko Mohabbat Hai Tujhse,

Aazma Dekh Lo

Lagayega Wo Gale Se,

Paas Aa Dekh Lo -2

Bhatke Huon Ko Bachane,

Wala Hai Wo Paswan

Aasmano Me Hoga...

VERSE 1

आस्मनो मे होग,

मेरा भि एक मकान

उस्मे रहेन्गे हम ज के,

च्होदेन्गे जब ये जहन -2

मैन काहे घब्रौन,

मेरा भरोस वहि

उस्ने किय है ये वद,

वद है सच्च सहि -2

जगह बनौन्ग ज के,

अपने पिता के यहन

आस्मनो मे होग...

लिख गय मेम्ने की,

पुस्तक मे मेरा भि नाम

मुझ पापि पर जब हुअ थ,

उस्के फ़ज़ल का ये काम -2

उस्ने बचय है मुझ्को,

वो है बद मेहर्बान

आस्मनो मे होग...

झुथे जहन मे तसल्लि,

कभि नहीं पओगे

यीशु के पास बोझ लओ,

तभि आराम पओगे

उस्के सन्ग हम रहेन्गे,

च्होदेन्गे जब ये जहन

आस्मनो मे होग...

उस्को मोहब्बत है तुझ्से,

आज़्म देख लो

लगयेग वो गले से,

पास आ देख लो -2

भत्के हुओन को बचने,

वल है वो पस्वन

आस्मनो मे होग...

English Lyrics
VERSE 1

Aasmano Me Hoga,

Mera Bhi Ek Makaan

Usme Rahenge Ham Ja Ke,

Chhodenge Jab Ye Jahan -2

Main Kaahe Ghabraun,

Mera Bharosa Vahi

Usne Kiya Hai Ye Wada,

Wada Hai Sachcha Sahi -2

Jagah Banaunga Ja Ke,

Apne Pita Ke Yahan

Aasmano Me Hoga...

Likha Gaya Memne Ki,

Pustak Me Mera Bhi Naam

Mujh Paapi Par Jab Hua Tha,

Uske Fazal Ka Ye Kaam -2

Usne Bachaya Hai Mujhko,

Wo Hai Bada Meharbaan

Aasmano Me Hoga...

Jhuthe Jahan Me Tasalli,

Kabhi Nahin Paoge

Yeshu Ke Paas Bojh Lao,

Tabhi Aaraam Paoge

Uske Sang Ham Rahenge,

Chhodenge Jab Ye Jahan

Aasmano Me Hoga...

Usko Mohabbat Hai Tujhse,

Aazma Dekh Lo

Lagayega Wo Gale Se,

Paas Aa Dekh Lo -2

Bhatke Huon Ko Bachane,

Wala Hai Wo Paswan

Aasmano Me Hoga...

Related Songs