Aaya Hai Munji Mitane Ko Gam

आया है मुंजी, मिटाने को गम

By: Traditional
Category: Christmas ServiceOccasion: Christmas, Sunday Service, Christmas ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Aaya Hai Munji, Mitane Ko Gam

Chal Kar Ke Dekhen Bethlehem -2

Aaya Hai Munji, Mitane Ko Gam

Duniyan Thi Bechain Aur Bekrar

Yeshu Ka Karti Thi Intzar

Yeshu Ne Sunkar Ke Uski Pukar

Aaya Ki Bakhshe Gunaah Beshumar

Aayi Khushi Aur Mit Gaye Gam

Chal Kar Ke Dekhen Bethlehem

Aaya Hai Munji, Mitaane Ko Gam

Duniyan Me Aaya Wo Suli Liye

Suli Me Mukti Ki Duniyan Liye

Jahan Me Wo Aaya, Jahan Ke Liye

Tere Liye Aur Mere Liye

Aayi Khushi Aur Mit Gaye Gam

Chal Kar Ke Dekhen Bethlehem

Aaya Hai Munji, Mitaane Ko Gam

Dooton Ne Nagme Gaya Hai Gaan

Gaaye Zamin Aur Gaaye Jahan

Dekho Khuda Bankar Aaya Insaan

Aaya Bachane Ko Sara Jahan

Karke Kabool Aaj Yeshu Ko Ham

Chal Kar Ke Dekhen, Bethlehem

Aaya Hai Munji, Mitaane Ko Gam

Chal Kar Ke Dekhen Bethlehem -2

VERSE 1

आय है मुन्जि, मितने को गम

चल कर के देखेन बेथ्लेहेम -2

आय है मुन्जि, मितने को गम

दुनियन थि बेचैन और बेक्रर

यीशु का कर्ति थि इन्त्ज़र

यीशु ने सुन्कर के उस्कि पुकर

आय की बख्शे गुनाह बेशुमर

आयि खुशि और मित गये गम

चल कर के देखेन बेथ्लेहेम

आय है मुन्जि, मिताने को गम

दुनियन मे आय वो सुलि लिये

सुलि मे मुक्ति की दुनियन लिये

जहन मे वो आय, जहन के लिये

तेरे लिये और मेरे लिये

आयि खुशि और मित गये गम

चल कर के देखेन बेथ्लेहेम

आय है मुन्जि, मिताने को गम

दूतोन ने नग्मे गय है गान

गाये ज़मिन और गाये जहन

देखो खुद बन्कर आय इन्सान

आय बचने को सर जहन

कर्के कबूल आज यीशु को हम

चल कर के देखेन, बेथ्लेहेम

आय है मुन्जि, मिताने को गम

चल कर के देखेन बेथ्लेहेम -2

English Lyrics
VERSE 1

Aaya Hai Munji, Mitane Ko Gam

Chal Kar Ke Dekhen Bethlehem -2

Aaya Hai Munji, Mitane Ko Gam

Duniyan Thi Bechain Aur Bekrar

Yeshu Ka Karti Thi Intzar

Yeshu Ne Sunkar Ke Uski Pukar

Aaya Ki Bakhshe Gunaah Beshumar

Aayi Khushi Aur Mit Gaye Gam

Chal Kar Ke Dekhen Bethlehem

Aaya Hai Munji, Mitaane Ko Gam

Duniyan Me Aaya Wo Suli Liye

Suli Me Mukti Ki Duniyan Liye

Jahan Me Wo Aaya, Jahan Ke Liye

Tere Liye Aur Mere Liye

Aayi Khushi Aur Mit Gaye Gam

Chal Kar Ke Dekhen Bethlehem

Aaya Hai Munji, Mitaane Ko Gam

Dooton Ne Nagme Gaya Hai Gaan

Gaaye Zamin Aur Gaaye Jahan

Dekho Khuda Bankar Aaya Insaan

Aaya Bachane Ko Sara Jahan

Karke Kabool Aaj Yeshu Ko Ham

Chal Kar Ke Dekhen, Bethlehem

Aaya Hai Munji, Mitaane Ko Gam

Chal Kar Ke Dekhen Bethlehem -2

Related Songs