Apne Hathon Se Mujhe Chalata
अपने हाथों से मुझे चलाता
Romanisedi
Hindi
Apne Hathon Se, Mujhe Chalata
Apni Chhanv Me, Mujhe Chhipata
Apne Aashishon Se, Bharpur Karta
Apne Waadon Ko Pura Tu Karta -2
अपने हथोन से, मुझे चलत
अपनी च्हन्व मे, मुझे च्हिपत
अपने आशिशोन से, भर्पुर कर्त
अपने वादोन को पुर तु कर्त -2
Anugrah Ka Pita Hai Tu
Aashishon Ka Sota Hai Tu
Daya Ka Data Hai Tu
Shanti Ka Rajkumar Hai Tu
अनुग्रह का पिता है तु
आशिशोन का सोत है तु
दया का दत है तु
शान्ति का रज्कुमर है तु
Yeshu Tera Pyar Kitna Mahan
Beshkimti Tera Balidaan -3
यीशु तेरा प्यर कित्न महन
बेश्किम्ति तेरा बलिदान -3
Apne Seene Se Mujhe Lagata,
Apni Aatma Se Mujhe Tu Bharta
Mere Bojh Ko Tu Uthata,
Saare Dard Ko Tu Mitata -2
Anugrah Ka Pita Hai Tu...
अपने सीने से मुझे लगत,
अपनी आत्मा से मुझे तु भर्त
मेरे बोझ को तु उथत,
सारे दर्द को तु मितत -2
अनुग्रह का पिता है तु...
Ab Tak Hame Sambhale Rakha,
Ant Tak Tu Sambhale Rakhna
Shunya Se Hame Hazaar Kiya,
Shukriya Tera Sada Sarvada -2
Anugrah Ka Pita Hai Tu...
अब तक हमे सम्भले रख,
अन्त तक तु सम्भले रख्न
शुन्य से हमे हज़ार किय,
शुक्रिय तेरा सद सर्वद -2
अनुग्रह का पिता है तु...
Dhanya Hai Tera Naam
Pavitra Hai Tera Naam
Sarvottam Hai Tera Naam
Shalom Hai Tera Naam -2
Yeshu Tera Pyar Kitna Mahan...
धन्य है तेरा नाम
पवित्र है तेरा नाम
सर्वोत्तम है तेरा नाम
शलोम है तेरा नाम -2
यीशु तेरा प्यर कित्न महन...
Apne Hathon Se, Mujhe Chalata
Apni Chhanv Me, Mujhe Chhipata
Apne Aashishon Se, Bharpur Karta
Apne Waadon Ko Pura Tu Karta -2
Anugrah Ka Pita Hai Tu
Aashishon Ka Sota Hai Tu
Daya Ka Data Hai Tu
Shanti Ka Rajkumar Hai Tu
Yeshu Tera Pyar Kitna Mahan
Beshkimti Tera Balidaan -3
Apne Seene Se Mujhe Lagata,
Apni Aatma Se Mujhe Tu Bharta
Mere Bojh Ko Tu Uthata,
Saare Dard Ko Tu Mitata -2
Anugrah Ka Pita Hai Tu...
Ab Tak Hame Sambhale Rakha,
Ant Tak Tu Sambhale Rakhna
Shunya Se Hame Hazaar Kiya,
Shukriya Tera Sada Sarvada -2
Anugrah Ka Pita Hai Tu...
Dhanya Hai Tera Naam
Pavitra Hai Tera Naam
Sarvottam Hai Tera Naam
Shalom Hai Tera Naam -2
Yeshu Tera Pyar Kitna Mahan...
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan