Back to Library

Aye Khuda Mere Khuda

By: Anil Kant
Category: WorshipLanguage: HindiKey: G

Romanisedi

Hindi

CHORUS

Aye khuda mere khuda,

Mere khuda, yeshu

Mere dil ko Aas hai teri

Meri jaan ko pyas hai teri

Tere mandir mein jab aaon

Teri taaqat quwwat paaon

Aye khuda mere khuda…

CHORUS

अये खुद मेरे खुद,

मेरे खुद, येसु

मेरे दिल को आस है तेरी

मेरी जान को प्यस है तेरी

तेरे मन्दिर मेइन जब आओन

तेरी ताक़त क़ुव्वत पाओन

अये खुद मेरे खुद…

VERSE 1

Zindagi se behtar hai, tera reham khuda

Honth mere gaayenge, teri hamd aur sana

Saari umr tujhko mein mubarak kahoonga

Tera naam lekar apne haath main uthaoonga-2

Mere dil ko Aas…

VERSE 1

ज़िन्दगि से बेह्तर है, तेरा रेहम खुद

होन्थ मेरे गायेन्गे, तेरी हम्द और सन

सारि उम्र तुझ्को मेइन मुबरक कहून्ग

तेरा नाम लेकर अपने हाथ मैन उथऊन्ग-2

मेरे दिल को आस…

VERSE 1

Raat ke har ik peher mein, bas teri yaadon mein

Apne bichaune pe baithaa rahoonga

Khud ki khabar nahin, khuda ka junoon hai

Teri baadshahat mein kitna sukoon hai-2

Mere dil ko Aas…

VERSE 1

रात के हर इक पेहेर मेइन, बस तेरी यादोन मेइन

अपने बिचौने पे बैथा रहून्ग

खुद की खबर नहीं, खुद का जुनून है

तेरी बाद्शहत मेइन कित्न सुकून है-2

मेरे दिल को आस…

English Lyrics
CHORUS

Aye khuda mere khuda,

Mere khuda, yeshu

Mere dil ko Aas hai teri

Meri jaan ko pyas hai teri

Tere mandir mein jab aaon

Teri taaqat quwwat paaon

Aye khuda mere khuda…

VERSE 1

Zindagi se behtar hai, tera reham khuda

Honth mere gaayenge, teri hamd aur sana

Saari umr tujhko mein mubarak kahoonga

Tera naam lekar apne haath main uthaoonga-2

Mere dil ko Aas…

VERSE 2

Raat ke har ik peher mein, bas teri yaadon mein

Apne bichaune pe baithaa rahoonga

Khud ki khabar nahin, khuda ka junoon hai

Teri baadshahat mein kitna sukoon hai-2

Mere dil ko Aas…

Related Songs