Aye Khuda Tere Aur Kareeb

ऐ खुदा तेरे और करीब

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Aye Khuda Tere Aur Kareeb

Aaj Main Aana Chahta Hun -2

Jahan Se Main Tujhe Dekh Sakun

Jahan Se Main Tujhe Sun Sakun -2

Aye Khuda Tere Aur Kareeb

Aaj Main Aana Chahta Hun -2

Jahan Se Main Teri Karuna Paaun

Jahan Par Main Bhatak Na Sakun -2

Aye Khuda Tere Aur Kareeb

Aaj Main Aana Chahta Hun -2

Chaahe Main Ghor Andhkar Me Chalun

To Bhi Haani Se Main Na Darun -2

Aye Khuda Tere Aur Kareeb

Aaj Main Aana Chahta Hun -2

VERSE 1

अये खुद तेरे और करीब

आज मैन आन चह्त हुन -2

जहन से मैन तुझे देख सकुन

जहन से मैन तुझे सुन सकुन -2

अये खुद तेरे और करीब

आज मैन आन चह्त हुन -2

जहन से मैन तेरी करुन पाउन

जहन पर मैन भतक न सकुन -2

अये खुद तेरे और करीब

आज मैन आन चह्त हुन -2

चाहे मैन घोर अन्ध्कर मे चलुन

तो भि हानि से मैन न दरुन -2

अये खुद तेरे और करीब

आज मैन आन चह्त हुन -2

English Lyrics
VERSE 1

Aye Khuda Tere Aur Kareeb

Aaj Main Aana Chahta Hun -2

Jahan Se Main Tujhe Dekh Sakun

Jahan Se Main Tujhe Sun Sakun -2

Aye Khuda Tere Aur Kareeb

Aaj Main Aana Chahta Hun -2

Jahan Se Main Teri Karuna Paaun

Jahan Par Main Bhatak Na Sakun -2

Aye Khuda Tere Aur Kareeb

Aaj Main Aana Chahta Hun -2

Chaahe Main Ghor Andhkar Me Chalun

To Bhi Haani Se Main Na Darun -2

Aye Khuda Tere Aur Kareeb

Aaj Main Aana Chahta Hun -2

Related Songs