Bethlehem Ke Gaushale Me
बैतलहम के गौशाले में
Romanisedi
Hindi
Bethlehem Ke Gaushale Me
Jeevan Ka Ujiyala Hai
Yahan Swayam Aakash Utar Kar
Is Dharti Par Aaya Hai -2
Nabh Me Hoti Uski Mahima
Duton Ki Wani Me Gaurav
Gaati Hain Sagar Ki Lehren -2
Yeshu Jag Me Aaya Hai
Bethlehem Ke Gaushale Me...
Khoj Raha Sansaar Jise Tha
Yug Yug Ka Santaap Liye
Nav Jeevan Ki Aasha Ban Kar -2
Jag Ka Taarak Aaya Hai
Bethlehem Ke Gaushale Me...
Kyon Hote Mayus Ho, Sathi
Dekh Jagat Ka Andhiyara
Dukh Chinta Sab Dur Karega -2
Jo Mariyam Ka Jaya Hai
Bethlehem Ke Gaushale Me...
Gao Mil Kar Yeshu Ki Jai
Jai Jai Yeshu Masiha Ki
Jo Paapon Se Mukti Dene -2
Jag Me Janam Le Aaya Hai
Bethlehem Ke Gaushale Me...
बेथ्लेहेम के गौशले मे
जीवन का उजियल है
यहन स्वयम आकश उतर कर
इस धर्ति पर आय है -2
नभ मे होति उस्कि महिमा
दुतोन की वनि मे गौरव
गाति हैं सगर की लेह्रेन -2
यीशु जग मे आय है
बेथ्लेहेम के गौशले मे...
खोज रह सन्सार जिसे थ
युग युग का सन्ताप लिये
नव जीवन की आश बन कर -2
जग का तारक आय है
बेथ्लेहेम के गौशले मे...
क्योन होते मयुस हो, सथि
देख जगत का अन्धियर
दुख चिन्त सब दुर करेग -2
जो मरियम का जय है
बेथ्लेहेम के गौशले मे...
गओ मिल कर यीशु की जै
जै जै यीशु मसिह की
जो पापोन से मुक्ति देने -2
जग मे जनम ले आय है
बेथ्लेहेम के गौशले मे...
Bethlehem Ke Gaushale Me
Jeevan Ka Ujiyala Hai
Yahan Swayam Aakash Utar Kar
Is Dharti Par Aaya Hai -2
Nabh Me Hoti Uski Mahima
Duton Ki Wani Me Gaurav
Gaati Hain Sagar Ki Lehren -2
Yeshu Jag Me Aaya Hai
Bethlehem Ke Gaushale Me...
Khoj Raha Sansaar Jise Tha
Yug Yug Ka Santaap Liye
Nav Jeevan Ki Aasha Ban Kar -2
Jag Ka Taarak Aaya Hai
Bethlehem Ke Gaushale Me...
Kyon Hote Mayus Ho, Sathi
Dekh Jagat Ka Andhiyara
Dukh Chinta Sab Dur Karega -2
Jo Mariyam Ka Jaya Hai
Bethlehem Ke Gaushale Me...
Gao Mil Kar Yeshu Ki Jai
Jai Jai Yeshu Masiha Ki
Jo Paapon Se Mukti Dene -2
Jag Me Janam Le Aaya Hai
Bethlehem Ke Gaushale Me...
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan