Bhay Na Kar Ab Mere Man

भय न कर अब मेरे मन,

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Bhay Na Kar Ab Mere Man,

Priya Yeshu Mera Sharan

Pratikool Samayon Me,

Yehsu Mere Sath Hai Sada -2

Aankhon Ki Putli Sa Sambhala,

Apni Hatheli Me Racha Mujhko -2

Prabhu Se Anjaan Kuch Hua Nahin,

Panah Lun Main, Paak Bahon Me -2

Bhay Na Kar Ab Mere Man…

Prabhu Ke Sang Hun Main Chala,

Nitya Shanti Se Mujhko Bhara -2

Darshan Ke Dwara, Pavitra,

Raahon Par Mujhe Le Chala -2

Bhay Na Kar Ab Mere Man...

Kasht Aur Nasht Chahe Aa Jaye,

Yardan Ufaan Kar Behne Lage -2

Eliyah Ke Prabhu Se, Shatru Par,

Jai Ki Turhi, Goonj Uthenge -2

Bhay Na Kar Ab Mere Man...

Kitne Ki Beshumar Aashishen,

Prabhu Ne Kiye, Samaran Karun -2

Abhi Tak Chalaya Mujhe, Bharpuri Se,

Aage Bhi Chalane Yogya Hai -2

Bhay Na Kar Ab Mere Man...

VERSE 1

भय न कर अब मेरे मन,

प्रिय यीशु मेरा शरन

प्रतिकूल समयोन मे,

येह्सु मेरे सथ है सद -2

आन्खोन की पुत्लि स सम्भल,

अपनी हथेलि मे रच मुझ्को -2

प्रभु से अन्जान कुच हुअ नहीं,

पनह लुन मैन, पाक बहोन मे -2

भय न कर अब मेरे मन…

प्रभु के सन्ग हुन मैन चल,

नित्य शान्ति से मुझ्को भर -2

दर्शन के द्वर, पवित्र,

राहोन पर मुझे ले चल -2

भय न कर अब मेरे मन...

कश्त और नश्त चहे आ जये,

यर्दन उफ़ान कर बेह्ने लगे -2

एलियह के प्रभु से, शत्रु पर,

जै की तुर्हि, गून्ज उथेन्गे -2

भय न कर अब मेरे मन...

कित्ने की बेशुमर आशिशेन,

प्रभु ने किये, समरन करुन -2

अभि तक चलय मुझे, भर्पुरि से,

आगे भि चलने योज्ञ है -2

भय न कर अब मेरे मन...

English Lyrics
VERSE 1

Bhay Na Kar Ab Mere Man,

Priya Yeshu Mera Sharan

Pratikool Samayon Me,

Yehsu Mere Sath Hai Sada -2

Aankhon Ki Putli Sa Sambhala,

Apni Hatheli Me Racha Mujhko -2

Prabhu Se Anjaan Kuch Hua Nahin,

Panah Lun Main, Paak Bahon Me -2

Bhay Na Kar Ab Mere Man…

Prabhu Ke Sang Hun Main Chala,

Nitya Shanti Se Mujhko Bhara -2

Darshan Ke Dwara, Pavitra,

Raahon Par Mujhe Le Chala -2

Bhay Na Kar Ab Mere Man...

Kasht Aur Nasht Chahe Aa Jaye,

Yardan Ufaan Kar Behne Lage -2

Eliyah Ke Prabhu Se, Shatru Par,

Jai Ki Turhi, Goonj Uthenge -2

Bhay Na Kar Ab Mere Man...

Kitne Ki Beshumar Aashishen,

Prabhu Ne Kiye, Samaran Karun -2

Abhi Tak Chalaya Mujhe, Bharpuri Se,

Aage Bhi Chalane Yogya Hai -2

Bhay Na Kar Ab Mere Man...

Related Songs