Dhanya Vachan
Romanisedi
Hindi
Dhanya hain woh jo man ke deen hain
Swarg ke raaj mein jayenge
Dhanya hain woh jo shok hain karte
Shanti anand payenge
Sune dhanya vachan -2
Karo inka palan, hoga dhanya jeevan
Dhanya hain woh namr jo honge
Is prithvi ke adhikari
Dharm ke bhuke aur pyason ki
Yeshu pyas bujhayenge
धन्य हैं वोह जो मन के दीन हैं
स्वर्ग के राज मेइन जयेन्गे
धन्य हैं वोह जो शोक हैं कर्ते
शान्ति आनन्द पयेन्गे
सुने धन्य वचन -2
करो इन्क पलन, होग धन्य जीवन
धन्य हैं वोह नम्र जो होन्गे
इस प्रिथ्वि के अधिकरि
धर्म के भुके और प्यसोन की
यीशु प्यस बुझयेन्गे
Dhanya hain woh jo dayavaan hain
Unpe ki jayegi daya
Jinke shudh hain man woh
Parmeshwar ke darshan payenge
धन्य हैं वोह जो दयवान हैं
उन्पे की जयेगि दया
जिन्के शुध हैं मन वोह
पर्मेश्वर के दर्शन पयेन्गे
Wo jo mel milap karayen
Prabhu ke putra woh kehlayen
Prabhu ke kaaran jayen satayen
Swarg ka taaj woh payenge
Suno dhanya vachan
वो जो मेल मिलप करयेन
प्रभु के पुत्र वोह केह्लयेन
प्रभु के कारन जयेन सतयेन
स्वर्ग का ताज वोह पयेन्गे
सुनो धन्य वचन
Dhanya hain woh jo man ke deen hain
Swarg ke raaj mein jayenge
Dhanya hain woh jo shok hain karte
Shanti anand payenge
Sune dhanya vachan -2
Karo inka palan, hoga dhanya jeevan
Dhanya hain woh namr jo honge
Is prithvi ke adhikari
Dharm ke bhuke aur pyason ki
Yeshu pyas bujhayenge
Dhanya hain woh jo dayavaan hain
Unpe ki jayegi daya
Jinke shudh hain man woh
Parmeshwar ke darshan payenge
Wo jo mel milap karayen
Prabhu ke putra woh kehlayen
Prabhu ke kaaran jayen satayen
Swarg ka taaj woh payenge
Suno dhanya vachan