Dharti Aakash Dono Prabhu Ki Awaz Sunenge

धरती आकाश दोनों प्रभु की आवाज सुनेंगे

By: Traditional
Category: PraiseOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Dharti Aakash Dono

Prabhu Ki Awaaz Sunenge

Sansar Ke Sab Prani

Uska Hi Naam Lenge -2

Dharti Aakash Dono

Prabhu Ka Vachan Aisa Hai

Jo Chirag Sa Jalta Hai

Us Par Koi Chalta Hai

Jeevan Use Milta Hai

Uske Niyam Ko Jo Maane

Wo Kabhi Bhi Na Bhatkenge

Sansar Ke Sab Prani

Uska Hi Naam Lenge

Dharti Aakash Dono

Prabhu Ka Samay Aata Hai

Dharti Magan Hogi

Uski Daya Barsegi

Aur Dur Jalan Hogi

Uske Vachan Ki Mahima

Aur Shakti Ham Dekhenge

Sansar Ke Sab Prani

Uska Hi Naam Lenge

Dharti Aakash Dono

Aankhen Uthakar Dekho

Yeshu Ka Din Aavega

Usko Grahan Jo Karenge

Vahi Sath Jayenge

Jisne Prabhu Ko Na Mana

Vahi Ek Din Royenge

Sansar Ke Sab Prani

Uska Hi Naam Lenge

Dharti Aakash Dono

VERSE 1

धर्ति आकश दोनो

प्रभु की अवाज़ सुनेन्गे

सन्सर के सब प्रनि

उस्क हि नाम लेन्गे -2

धर्ति आकश दोनो

प्रभु का वचन ऐस है

जो चिरग स जल्त है

उस पर कोई चल्त है

जीवन उसे मिल्त है

उस्के नियम को जो माने

वो कभि भि न भत्केन्गे

सन्सर के सब प्रनि

उस्क हि नाम लेन्गे

धर्ति आकश दोनो

प्रभु का समय आत है

धर्ति मगन होगि

उस्कि दया बर्सेगि

और दुर जलन होगि

उस्के वचन की महिमा

और शक्ति हम देखेन्गे

सन्सर के सब प्रनि

उस्क हि नाम लेन्गे

धर्ति आकश दोनो

आन्खेन उथकर देखो

यीशु का दिन आवेग

उस्को ग्रहन जो करेन्गे

वहि सथ जयेन्गे

जिस्ने प्रभु को न मन

वहि एक दिन रोयेन्गे

सन्सर के सब प्रनि

उस्क हि नाम लेन्गे

धर्ति आकश दोनो

English Lyrics
VERSE 1

Dharti Aakash Dono

Prabhu Ki Awaaz Sunenge

Sansar Ke Sab Prani

Uska Hi Naam Lenge -2

Dharti Aakash Dono

Prabhu Ka Vachan Aisa Hai

Jo Chirag Sa Jalta Hai

Us Par Koi Chalta Hai

Jeevan Use Milta Hai

Uske Niyam Ko Jo Maane

Wo Kabhi Bhi Na Bhatkenge

Sansar Ke Sab Prani

Uska Hi Naam Lenge

Dharti Aakash Dono

Prabhu Ka Samay Aata Hai

Dharti Magan Hogi

Uski Daya Barsegi

Aur Dur Jalan Hogi

Uske Vachan Ki Mahima

Aur Shakti Ham Dekhenge

Sansar Ke Sab Prani

Uska Hi Naam Lenge

Dharti Aakash Dono

Aankhen Uthakar Dekho

Yeshu Ka Din Aavega

Usko Grahan Jo Karenge

Vahi Sath Jayenge

Jisne Prabhu Ko Na Mana

Vahi Ek Din Royenge

Sansar Ke Sab Prani

Uska Hi Naam Lenge

Dharti Aakash Dono

Related Songs