Back to Library

Dher Hai

Category: WorshipLanguage: HindiKey: G

Romanisedi

Hindi

CHORUS

Teri pyaari aankho par ik arz sher hai

Sun ye matle ki badaulat hum toh dher hai

CHORUS

तेरी प्यारि आन्खो पर इक अर्ज़ शेर है

सुन ये मत्ले की बदौलत हुम तोह धेर है

VERSE 1

Saat sur jesi ruhani

Hai teri ye saadgi

Is ghazal ka bhi toh saat anko ka behr hai

Teri pyaari aankho par ye arz sher hai

Teri pyaari aankho par ye arz sher hai

VERSE 1

सात सुर जेसि रुहनि

है तेरी ये साद्गि

इस घज़ल का भि तोह सात अन्को का बेह्र है

तेरी प्यारि आन्खो पर ये अर्ज़ शेर है

तेरी प्यारि आन्खो पर ये अर्ज़ शेर है

VERSE 1

Qafiye si agar ho tum toh, kyun na ho ye aarzu

Tarha radif ke hona tum pe humko dher hai

Teri pyaari aankho par ye arz sher hai

VERSE 1

क़फ़िये सि अगर हो तुम तोह, क्युन न हो ये आर्ज़ु

तर्ह रदिफ़ के होन तुम पे हुम्को धेर है

तेरी प्यारि आन्खो पर ये अर्ज़ शेर है

VERSE 1

Teen sher guzar gaye fir bhi na hum kuchh keh sake

Kyun hai lafzo ka mere mujh hi se bair hai

Teri pyaari aankho par ye arz sher hai

VERSE 1

तीन शेर गुज़र गये फ़िर भि न हुम कुच्ह केह सके

क्युन है लफ़्ज़ो का मेरे मुझ हि से बैर है

तेरी प्यारि आन्खो पर ये अर्ज़ शेर है

VERSE 1

Lekar maksad hum qasido ke, ghazal par tham gaye

Makte talak aate hue ye sameer dher hai

Teri pyaari aankho par ye arz sher hai.

VERSE 1

लेकर मक्सद हुम क़सिदो के, घज़ल पर थम गये

मक्ते तलक आते हुए ये समीर धेर है

तेरी प्यारि आन्खो पर ये अर्ज़ शेर है.

English Lyrics
CHORUS

Teri pyaari aankho par ik arz sher hai

Sun ye matle ki badaulat hum toh dher hai

VERSE 1

Saat sur jesi ruhani

Hai teri ye saadgi

Is ghazal ka bhi toh saat anko ka behr hai

Teri pyaari aankho par ye arz sher hai

Teri pyaari aankho par ye arz sher hai

VERSE 2

Qafiye si agar ho tum toh, kyun na ho ye aarzu

Tarha radif ke hona tum pe humko dher hai

Teri pyaari aankho par ye arz sher hai

VERSE 3

Teen sher guzar gaye fir bhi na hum kuchh keh sake

Kyun hai lafzo ka mere mujh hi se bair hai

Teri pyaari aankho par ye arz sher hai

VERSE 4

Lekar maksad hum qasido ke, ghazal par tham gaye

Makte talak aate hue ye sameer dher hai

Teri pyaari aankho par ye arz sher hai.

Related Songs