Dukh Sehne Se Pehle

दुःख सहने, से पहले

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Dukh Sehne, Se Pehle Main,

Is Shaam Ko Manaun -2

Thi Aarzu Ye Meri,

Ki Fasah Main Aaj Khaun

Dukh Sehne, Se Pehle Main,

Is Shaam Ko Manaun

Fir Na Kabhi Peeunga,

Main Angur Ka Ye Shira

Apne Dilon Me Rakhna,

Meri Yaad Ka Zakhira

Kal Jo, Bhi Hai Hona,

Wo Aaj Main Bataun

Dukh Sehne, Se Pehle Main,

Is Shaam Ko Manaun

Mere Khun Aur Badan Ko,

Aapas Me Mil Ke Khana

Mere Khun Ka Ye Wada,

Tum Dil Se Na Bhulana

Aisa Hi, Karte Rehna,

Jab Tak Na, Fir Main Aaun

Dukh Sehne, Se Pehle Main,

Is Shaam Ko Manaun

Tum Me Se Ek Mujhko,

Dhokha Zarur Dega

Gairon Se Raaj Mera,

Wo Mol Ja Ke Lega

Ye Zarur Hi Tha Hona,

Ki Saleeb Main Uthaun

Dukh Sehne, Se Pehle Main,

Is Shaam Ko Manaun...

VERSE 1

दुख सेह्ने, से पेह्ले मैन,

इस शाम को मनौन -2

थि आर्ज़ु ये मेरी,

की फ़सह मैन आज खौन

दुख सेह्ने, से पेह्ले मैन,

इस शाम को मनौन

फ़िर न कभि पीउन्ग,

मैन अन्गुर का ये शिर

अपने दिलोन मे रख्न,

मेरी याद का ज़खिर

कल जो, भि है होन,

वो आज मैन बतौन

दुख सेह्ने, से पेह्ले मैन,

इस शाम को मनौन

मेरे खुन और बदन को,

आपस मे मिल के खन

मेरे खुन का ये वद,

तुम दिल से न भुलन

ऐस हि, कर्ते रेह्न,

जब तक न, फ़िर मैन आउन

दुख सेह्ने, से पेह्ले मैन,

इस शाम को मनौन

तुम मे से एक मुझ्को,

धोख ज़रुर देग

गैरोन से राज मेरा,

वो मोल ज के लेग

ये ज़रुर हि थ होन,

की सलीब मैन उथौन

दुख सेह्ने, से पेह्ले मैन,

इस शाम को मनौन...

English Lyrics
VERSE 1

Dukh Sehne, Se Pehle Main,

Is Shaam Ko Manaun -2

Thi Aarzu Ye Meri,

Ki Fasah Main Aaj Khaun

Dukh Sehne, Se Pehle Main,

Is Shaam Ko Manaun

Fir Na Kabhi Peeunga,

Main Angur Ka Ye Shira

Apne Dilon Me Rakhna,

Meri Yaad Ka Zakhira

Kal Jo, Bhi Hai Hona,

Wo Aaj Main Bataun

Dukh Sehne, Se Pehle Main,

Is Shaam Ko Manaun

Mere Khun Aur Badan Ko,

Aapas Me Mil Ke Khana

Mere Khun Ka Ye Wada,

Tum Dil Se Na Bhulana

Aisa Hi, Karte Rehna,

Jab Tak Na, Fir Main Aaun

Dukh Sehne, Se Pehle Main,

Is Shaam Ko Manaun

Tum Me Se Ek Mujhko,

Dhokha Zarur Dega

Gairon Se Raaj Mera,

Wo Mol Ja Ke Lega

Ye Zarur Hi Tha Hona,

Ki Saleeb Main Uthaun

Dukh Sehne, Se Pehle Main,

Is Shaam Ko Manaun...

Related Songs