Dur Huye Dil Ke Andhiyare Noor Ka Badal
दूर हुए दिल के अँधियारे नूर का बदल
Romanisedi
Hindi
Dur Huye Dil Ke Andhiyare
Noor Ka Badal Chhaya Hai -2
Insaanon Ke Roop Me -2
Koi Dur Gagan Se Aaya Hai
Aaya Hai
Dur Huye Dil Ke Andhiyare
Khaaliq Aur Makhluqa Me Fir Se
Aaya Mausam Rishton Ka -2
Dur Pahaadon Ke Daaman Me -2
Utra Ool Farishton Ka
Farishton Ka
Aadamzaadon Ki Basti Ne
Geet Sulah Ka Gaya Hai -2
Insaanon Ke Roop Me...
Chhod Ke Shan Jalaali Usne
Mitti Me Hai Janm Liya -2
Aurat Ki Nasl Se Aa Kar -2
Saanp Ke Sar Ko Kuchal Diya
Kuchal Diya
Tod Diye Hain Paap Ke Bandhan
Sara Karz Chukaya Hai -2
Insaanon Ke Roop Me...
Baap Ne Gaud Ko Khali Kar Ke
Beta Bakhsha Duniyan Ko -2
Aao Tum Bhi Mukti Paane -2
Charwahon Ke Sath Chalo
Sath Chalo
Usne Daauud Ke Shahar Me
Apna Khaima Lagaya Hai -2
Insaanon Ke Roop Me...
दुर हुये दिल के अन्धियरे
नूर का बदल च्हय है -2
इन्सानोन के रूप मे -2
कोई दुर गगन से आय है
आय है
दुर हुये दिल के अन्धियरे
खालिक़ और मख्लुक़ मे फ़िर से
आय मौसम रिश्तोन का -2
दुर पहादोन के दामन मे -2
उत्र ऊल फ़रिश्तोन का
फ़रिश्तोन का
आदम्ज़ादोन की बस्ति ने
गीत सुलह का गय है -2
इन्सानोन के रूप मे...
च्होद के शन जलालि उस्ने
मित्ति मे है जन्म लिय -2
औरत की नस्ल से आ कर -2
सान्प के सर को कुचल दिय
कुचल दिय
तोद दिये हैं पाप के बन्धन
सर कर्ज़ चुकय है -2
इन्सानोन के रूप मे...
बाप ने गौद को खलि कर के
बेत बख्श दुनियन को -2
आओ तुम भि मुक्ति पाने -2
चर्वहोन के सथ चलो
सथ चलो
उस्ने दाउउद के शहर मे
अपना खैम लगय है -2
इन्सानोन के रूप मे...
Dur Huye Dil Ke Andhiyare
Noor Ka Badal Chhaya Hai -2
Insaanon Ke Roop Me -2
Koi Dur Gagan Se Aaya Hai
Aaya Hai
Dur Huye Dil Ke Andhiyare
Khaaliq Aur Makhluqa Me Fir Se
Aaya Mausam Rishton Ka -2
Dur Pahaadon Ke Daaman Me -2
Utra Ool Farishton Ka
Farishton Ka
Aadamzaadon Ki Basti Ne
Geet Sulah Ka Gaya Hai -2
Insaanon Ke Roop Me...
Chhod Ke Shan Jalaali Usne
Mitti Me Hai Janm Liya -2
Aurat Ki Nasl Se Aa Kar -2
Saanp Ke Sar Ko Kuchal Diya
Kuchal Diya
Tod Diye Hain Paap Ke Bandhan
Sara Karz Chukaya Hai -2
Insaanon Ke Roop Me...
Baap Ne Gaud Ko Khali Kar Ke
Beta Bakhsha Duniyan Ko -2
Aao Tum Bhi Mukti Paane -2
Charwahon Ke Sath Chalo
Sath Chalo
Usne Daauud Ke Shahar Me
Apna Khaima Lagaya Hai -2
Insaanon Ke Roop Me...
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan