Ek Putra Hame Diya

एक पुत्र हमें दिया,

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Ek Putra Hame Diya,

Prabhu Uske Kaandhon Par

Anant Kaal Ka Wo Hai Pita,

Shanti Ka Rajkumar -2

To Gayen Pyar Ke Geet Milke,

Sabko Batayen Ham Ye Khushi Se

Aao Gayen Ham, Ye Batayen Ham

Ek Putra Hame Diya,

Ek Putra Hame Diya

Ishwar Ka Putra Immanuel,

Adbhut Salahkaar

Ishwar Ka Memna, Jag Ki Jyoti

Rajaon Ka Raja

To Gayen Pyar Ke Geet Milke...

Srishti Ka Karta, Palanhara,

Bhor Ka Tara

Sanatan Parmeshwar, Yugon Ka Pita,

Jag Ka Taranhaara

To Gayen Pyar Ke Geet Milke...

VERSE 1

एक पुत्र हमे दिय,

प्रभु उस्के कान्धोन पर

अनन्त काल का वो है पिता,

शान्ति का रज्कुमर -2

तो गयेन प्यर के गीत मिल्के,

सब्को बतयेन हम ये खुशि से

आओ गयेन हम, ये बतयेन हम

एक पुत्र हमे दिय,

एक पुत्र हमे दिय

इश्वर का पुत्र इम्मनुएल,

अद्भुत सलह्कार

इश्वर का मेम्न, जग की ज्योति

रजओन का राजा

तो गयेन प्यर के गीत मिल्के...

स्रिश्ति का कर्त, पलन्हर,

भोर का तर

सनतन पर्मेश्वर, युगोन का पिता,

जग का तरन्हार

तो गयेन प्यर के गीत मिल्के...

English Lyrics
VERSE 1

Ek Putra Hame Diya,

Prabhu Uske Kaandhon Par

Anant Kaal Ka Wo Hai Pita,

Shanti Ka Rajkumar -2

To Gayen Pyar Ke Geet Milke,

Sabko Batayen Ham Ye Khushi Se

Aao Gayen Ham, Ye Batayen Ham

Ek Putra Hame Diya,

Ek Putra Hame Diya

Ishwar Ka Putra Immanuel,

Adbhut Salahkaar

Ishwar Ka Memna, Jag Ki Jyoti

Rajaon Ka Raja

To Gayen Pyar Ke Geet Milke...

Srishti Ka Karta, Palanhara,

Bhor Ka Tara

Sanatan Parmeshwar, Yugon Ka Pita,

Jag Ka Taranhaara

To Gayen Pyar Ke Geet Milke...

Related Songs