Emmanuel Ke Lahu Se
इमानुएल के लहू से
Romanisedi
Hindi
Immanuel Ke Lahu Se, Ek Sota Bhara Hai,
Jo Paapi Usmein Leve Snaan, Rang Paap Ka Chhootta Hai.
इम्मनुएल के लहु से, एक सोत भर है,
जो पापि उस्मेइन लेवे स्नान, रन्ग पाप का च्हूत्त है.
Woh Daaku Use Kruus Par Dekh, Paap Mochan Paaya,
Tab Hum Waise Paapi Usi Mein, Paap Apna Dhovein Sab.
वोह दाकु उसे क्रुउस पर देख, पाप मोचन पाय,
तब हुम वैसे पापि उसि मेइन, पाप अपना धोवेइन सब.
Vishwas Se Jab Main Dekhta Hoon, Us Doshihin Rudhir Ko,
Main Teri Daya Ka Bakhaan, Nit Karoon Marne Lon.
विश्वास से जब मैन देख्त हून, उस दोशिहिन रुधिर को,
मैन तेरी दया का बखान, नित करून मर्ने लोन.
Hey Memne, Tere Rakt Ka Gun, Kabhi Na Mitega,
Aur Teri Mandali Ka Bayaan, Sada Hi Rahega.
हेय मेम्ने, तेरे रक्त का गुन, कभि न मितेग,
और तेरी मन्दलि का बयान, सद हि रहेग.
Aur Jab Yeh Ladkhadaati Jeebh, Kabr Mein Chup Rahe,
Tab Teri Stuti Karunga, Aur Meethe Raagon Se.
और जब येह लद्खदाति जीभ, कब्र मेइन चुप रहे,
तब तेरी स्तुति करुन्ग, और मीथे रागोन से.
Immanuel Ke Lahu Se, Ek Sota Bhara Hai,
Jo Paapi Usmein Leve Snaan, Rang Paap Ka Chhootta Hai.
Woh Daaku Use Kruus Par Dekh, Paap Mochan Paaya,
Tab Hum Waise Paapi Usi Mein, Paap Apna Dhovein Sab.
Vishwas Se Jab Main Dekhta Hoon, Us Doshihin Rudhir Ko,
Main Teri Daya Ka Bakhaan, Nit Karoon Marne Lon.
Hey Memne, Tere Rakt Ka Gun, Kabhi Na Mitega,
Aur Teri Mandali Ka Bayaan, Sada Hi Rahega.
Aur Jab Yeh Ladkhadaati Jeebh, Kabr Mein Chup Rahe,
Tab Teri Stuti Karunga, Aur Meethe Raagon Se.
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan