Halleluyah Halleluyah Halleluyah Yeshu Ki Jai

हाल्लेलुयाह हाल्लेलुयाह हाल्लेलुयाह येषु की जय

By: Traditional
Category: PraiseOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Halleluyah Halleluyah

Halleluyah Yeshu Ki Jai -2

Yeshu Hamara Kitna Hai Pyara -2

Sabse Uncha Uska Dwara -2

Jo Paapi Ko Karta Hai Pyaar -2

Halleluyah Halleluyah

Halleluyah Yeshu Ki Jai -2

Halleluyah Ke Naare Lagayen -2

Unche Swar Se Mahima Gaayen -2

Karen Yeshu Ki Tareef Sada -2

Halleluyah Halleluyah

Halleluyah Yeshu Ki Jai -2

Yeshu Ke Jaisa Na, Mukti Ka Data -2

Uske Bina Koi, Swarg Na Jata -2

Vahan Rahenge Dharmi Sada -2

Halleluyah Halleluyah

Halleluyah Yeshu Ki Jai -2

Aaradhana Mahima Yeshu Ki

Gayenge Ham To Sada -2

Sab Mil Ke Aur Dil Se

Gayenge Ham To Sada -2

Aawaz Uthao, Saaj Bajao -2

Gao Khushi Ke Geet -2

Sur Ko Mila Ke, Taali Baja Ke -2

Laga Ke Yeshu Se Preet -2

Man Ko Laga, Aankhen Jaga -2

Dil Me Hai Usko Basa -2

Aaradhana Mahima Yeshu Ki

Gayenge Ham To Sada

Aur Sab Mil Ke Aur Dil Se

Gayenge Ham To Sada

Yeshu Ki Raahen Kitni Hai Pyari -2

Deti Hai Sukh Aur Aaraam -2

Yeshu Ki Baaten Sabse Hain Nayari -2

Deti Hamesha Aaraam -2

Uska Jo Pyaar Kitna Mahan -2

Paapi Ko Karta Kashama

Halleluyah Halleluyah

Halleluyah Yeshu Ki Jai -3

Yeshu Hamara Kitna Hai Pyara -2

Sabse Uncha Uska Dwara -2

Jo Paapi Ko Karta Hai Pyaar -2

Halleluyah Halleluyah

Halleluyah Yeshu Ki Jai -2

VERSE 1

हल्लेलुयह हल्लेलुयह

हल्लेलुयह यीशु की जै -2

यीशु हमर कित्न है प्यर -2

सबसे उन्च उस्क द्वर -2

जो पापि को कर्त है प्यार -2

हल्लेलुयह हल्लेलुयह

हल्लेलुयह यीशु की जै -2

हल्लेलुयह के नारे लगयेन -2

उन्चे स्वर से महिमा गायेन -2

करेन यीशु की तरीफ़ सद -2

हल्लेलुयह हल्लेलुयह

हल्लेलुयह यीशु की जै -2

यीशु के जैस न, मुक्ति का दत -2

उस्के बिन कोई, स्वर्ग न जत -2

वहन रहेन्गे धर्मि सद -2

हल्लेलुयह हल्लेलुयह

हल्लेलुयह यीशु की जै -2

आरधन महिमा यीशु की

गयेन्गे हम तो सद -2

सब मिल के और दिल से

गयेन्गे हम तो सद -2

आवज़ उथओ, साज बजओ -2

गओ खुशि के गीत -2

सुर को मिल के, तालि बज के -2

लग के यीशु से प्रीत -2

मन को लग, आन्खेन जग -2

दिल मे है उस्को बस -2

आरधन महिमा यीशु की

गयेन्गे हम तो सद

और सब मिल के और दिल से

गयेन्गे हम तो सद

यीशु की राहेन कित्नि है प्यरि -2

देति है सुख और आराम -2

यीशु की बातेन सबसे हैं नयरि -2

देति हमेश आराम -2

उस्क जो प्यार कित्न महन -2

पापि को कर्त कशम

हल्लेलुयह हल्लेलुयह

हल्लेलुयह यीशु की जै -3

यीशु हमर कित्न है प्यर -2

सबसे उन्च उस्क द्वर -2

जो पापि को कर्त है प्यार -2

हल्लेलुयह हल्लेलुयह

हल्लेलुयह यीशु की जै -2

English Lyrics
VERSE 1

Halleluyah Halleluyah

Halleluyah Yeshu Ki Jai -2

Yeshu Hamara Kitna Hai Pyara -2

Sabse Uncha Uska Dwara -2

Jo Paapi Ko Karta Hai Pyaar -2

Halleluyah Halleluyah

Halleluyah Yeshu Ki Jai -2

Halleluyah Ke Naare Lagayen -2

Unche Swar Se Mahima Gaayen -2

Karen Yeshu Ki Tareef Sada -2

Halleluyah Halleluyah

Halleluyah Yeshu Ki Jai -2

Yeshu Ke Jaisa Na, Mukti Ka Data -2

Uske Bina Koi, Swarg Na Jata -2

Vahan Rahenge Dharmi Sada -2

Halleluyah Halleluyah

Halleluyah Yeshu Ki Jai -2

Aaradhana Mahima Yeshu Ki

Gayenge Ham To Sada -2

Sab Mil Ke Aur Dil Se

Gayenge Ham To Sada -2

Aawaz Uthao, Saaj Bajao -2

Gao Khushi Ke Geet -2

Sur Ko Mila Ke, Taali Baja Ke -2

Laga Ke Yeshu Se Preet -2

Man Ko Laga, Aankhen Jaga -2

Dil Me Hai Usko Basa -2

Aaradhana Mahima Yeshu Ki

Gayenge Ham To Sada

Aur Sab Mil Ke Aur Dil Se

Gayenge Ham To Sada

Yeshu Ki Raahen Kitni Hai Pyari -2

Deti Hai Sukh Aur Aaraam -2

Yeshu Ki Baaten Sabse Hain Nayari -2

Deti Hamesha Aaraam -2

Uska Jo Pyaar Kitna Mahan -2

Paapi Ko Karta Kashama

Halleluyah Halleluyah

Halleluyah Yeshu Ki Jai -3

Yeshu Hamara Kitna Hai Pyara -2

Sabse Uncha Uska Dwara -2

Jo Paapi Ko Karta Hai Pyaar -2

Halleluyah Halleluyah

Halleluyah Yeshu Ki Jai -2

Related Songs