Hamko Khuda Ne Chuna Hai

हमको खुदा ने चुना है,

By: Traditional
Category: Prayer, Sunday Service, Prayer MeetingLanguage: HindiKey: G
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Hamko Khuda Ne Chuna Hai,

Ham Uske Apne Hain

Hamko Khuda Ne Srija Hai,

Ham Uski Kalakriti Hain

Anugrah Se Hi Hamne Uddhar Paya,

Vishwas Se Hi Hamne Use Apnaya -2

Karayon Se Nahin, Anugrah Se Hi -2

Bharpoor Jeevan Paya

Thaharaye Gaye Un Kamon Ke Liye,

Jinhe Vishwas Se Karna Hai

Banaye Gaye Un Kamon Ke Liye,

Jisse Mahima Yeshu Ko Milni Hai -2

Badhte Kadam Ham Na Rokenge,

Nirantar Chalte Rahenge

Seva Me Haath Yeh Bane Rahenge,

Prayatn Karte Rahenge

Anugrah Se Hi Hamne Uddhar Paya...

Aasha Me Anandit Ab Ham Rahen,

Aur Kleshon Me Sthir Bhi Rahen

Bhalai Ke Kaam Ham Karte Rahen,

Aur Prarthana Me Nitya Ham Rahen -2

Aapas Me Ek Sa Man Rakhenge,

Bhala Hi Ham Kahenge

Burai Ko Bhalai Se Harayenge,

Aashish Hi Denge

Anugrah Se Hi Hamne Uddhar Paya...

VERSE 1

हम्को खुद ने चुन है,

हम उस्के अपने हैं

हम्को खुद ने स्रिज है,

हम उस्कि कलक्रिति हैं

अनुग्रह से हि हम्ने उद्धर पय,

विश्वास से हि हम्ने उसे अप्नय -2

करयोन से नहीं, अनुग्रह से हि -2

भर्पूर जीवन पय

थहरये गये उन कमोन के लिये,

जिन्हे विश्वास से कर्न है

बनये गये उन कमोन के लिये,

जिस्से महिमा यीशु को मिल्नि है -2

बध्ते कदम हम न रोकेन्गे,

निरन्तर चल्ते रहेन्गे

सेवा मे हाथ येह बने रहेन्गे,

प्रयत्न कर्ते रहेन्गे

अनुग्रह से हि हम्ने उद्धर पय...

आश मे अनन्दित अब हम रहेन,

और क्लेशोन मे स्थिर भि रहेन

भलै के काम हम कर्ते रहेन,

और प्रार्थना मे नित्य हम रहेन -2

आपस मे एक स मन रखेन्गे,

भल हि हम कहेन्गे

बुरै को भलै से हरयेन्गे,

आशिश हि देन्गे

अनुग्रह से हि हम्ने उद्धर पय...

English Lyrics
VERSE 1

Hamko Khuda Ne Chuna Hai,

Ham Uske Apne Hain

Hamko Khuda Ne Srija Hai,

Ham Uski Kalakriti Hain

Anugrah Se Hi Hamne Uddhar Paya,

Vishwas Se Hi Hamne Use Apnaya -2

Karayon Se Nahin, Anugrah Se Hi -2

Bharpoor Jeevan Paya

Thaharaye Gaye Un Kamon Ke Liye,

Jinhe Vishwas Se Karna Hai

Banaye Gaye Un Kamon Ke Liye,

Jisse Mahima Yeshu Ko Milni Hai -2

Badhte Kadam Ham Na Rokenge,

Nirantar Chalte Rahenge

Seva Me Haath Yeh Bane Rahenge,

Prayatn Karte Rahenge

Anugrah Se Hi Hamne Uddhar Paya...

Aasha Me Anandit Ab Ham Rahen,

Aur Kleshon Me Sthir Bhi Rahen

Bhalai Ke Kaam Ham Karte Rahen,

Aur Prarthana Me Nitya Ham Rahen -2

Aapas Me Ek Sa Man Rakhenge,

Bhala Hi Ham Kahenge

Burai Ko Bhalai Se Harayenge,

Aashish Hi Denge

Anugrah Se Hi Hamne Uddhar Paya...

Related Songs