Ho Karam Mujhpe Khudawand
हो करम मुझपे खुदावंद
Romanisedi
Hindi
Ho Karam Mujhpe Khudawand -2
Iltija Sun Le Meri
Hai Meri Fariyaad Tujhe -2
Ab Dua Sun Le Meri
Ho Karam Mujhpe Khudawand
Jab Musibat Aaye To
Mujhse Na Apna Munh Chhupa -2
Jab Pukarun Main Tujhe -2
Tu Sada Sun Le Meri
Ho Karam Mujhpe Khudawand
Zindagi Ke Din
Ude Jaate Hain Jaise Ki Dhuaan -2
Jal Raha Hai Tan Mera -2
Tu Zara Sun Le Meri
Ho Karam Mujhpe Khudawand
Dhal Rahi Hai Umr Meri
Dhalte Saaye Ki Tarah -2
Ghas Sa Sukha Hun Ab Main -2
Aye Khuda Sun Le Meri
Ho Karam Mujhpe Khudawand
हो करम मुझ्पे खुदवन्द -2
इल्तिज सुन ले मेरी
है मेरी फ़रियाद तुझे -2
अब दुअ सुन ले मेरी
हो करम मुझ्पे खुदवन्द
जब मुसिबत आये तो
मुझ्से न अपना मुन्ह च्हुप -2
जब पुकरुन मैन तुझे -2
तु सद सुन ले मेरी
हो करम मुझ्पे खुदवन्द
ज़िन्दगि के दिन
उदे जाते हैं जैसे की धुआन -2
जल रह है तन मेरा -2
तु ज़र सुन ले मेरी
हो करम मुझ्पे खुदवन्द
धल रहि है उम्र मेरी
धल्ते साये की तरह -2
घस स सुख हुन अब मैन -2
अये खुद सुन ले मेरी
हो करम मुझ्पे खुदवन्द
Ho Karam Mujhpe Khudawand -2
Iltija Sun Le Meri
Hai Meri Fariyaad Tujhe -2
Ab Dua Sun Le Meri
Ho Karam Mujhpe Khudawand
Jab Musibat Aaye To
Mujhse Na Apna Munh Chhupa -2
Jab Pukarun Main Tujhe -2
Tu Sada Sun Le Meri
Ho Karam Mujhpe Khudawand
Zindagi Ke Din
Ude Jaate Hain Jaise Ki Dhuaan -2
Jal Raha Hai Tan Mera -2
Tu Zara Sun Le Meri
Ho Karam Mujhpe Khudawand
Dhal Rahi Hai Umr Meri
Dhalte Saaye Ki Tarah -2
Ghas Sa Sukha Hun Ab Main -2
Aye Khuda Sun Le Meri
Ho Karam Mujhpe Khudawand
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan