Hum teen raaja masharik ke hai 102

हम तीन राजा मशरिक के है १०२

By: Traditional
Category: Christmas ServiceOccasion: Christmas, Sunday Service, Christmas ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Hum teen raaja masharik ke hai

Sizada karne hum aaye hai

Safar door ka peechha noor ka

Kar ke hum aaye hai

Ai rabb ke taare aajooba

Shaahee taara khushnuma

Aage chal ke raah dikha

Ki qaamil noor tak pahuncha

Sona laaya main ai baadshaah

Bethlehem hai jiskee dargaah

Too taajdaar hai ye aashkaar hai

Too hai abdee shaahanshaah

Main lobaan bhee saath laaya hoon

Taaki tujhko nazar mein doon

Dil o jaan se aur imaan se

Tujhko Khuda maanoon

Murr main laaya maut ka nishaan

Kyonki dega too apnee jaan

Dukh uthaake khoon baha ke

Hoga masih kurabaan

VERSE 1

हुम तीन राज मशरिक के है

सिज़द कर्ने हुम आये है

सफ़र दूर का पीच्ह नूर का

कर के हुम आये है

ऐ रब्ब के तारे आजूब

शाही तार खुश्नुम

आगे चल के राह दिख

की क़ामिल नूर तक पहुन्च

सोन लाय मैन ऐ बाद्शाह

बेथ्लेहेम है जिस्की दर्गाह

तू ताज्दार है ये आश्कार है

तू है अब्दी शाहन्शाह

मैन लोबान भी साथ लाय हून

ताकि तुझ्को नज़र मेइन दून

दिल ओ जान से और इमान से

तुझ्को खुद मानून

मुर्र मैन लाय मौत का निशान

क्योन्कि देग तू अप्नी जान

दुख उथाके खून बह के

होग मसिह कुरबान

English Lyrics
VERSE 1

Hum teen raaja masharik ke hai

Sizada karne hum aaye hai

Safar door ka peechha noor ka

Kar ke hum aaye hai

Ai rabb ke taare aajooba

Shaahee taara khushnuma

Aage chal ke raah dikha

Ki qaamil noor tak pahuncha

Sona laaya main ai baadshaah

Bethlehem hai jiskee dargaah

Too taajdaar hai ye aashkaar hai

Too hai abdee shaahanshaah

Main lobaan bhee saath laaya hoon

Taaki tujhko nazar mein doon

Dil o jaan se aur imaan se

Tujhko Khuda maanoon

Murr main laaya maut ka nishaan

Kyonki dega too apnee jaan

Dukh uthaake khoon baha ke

Hoga masih kurabaan

Related Songs