Isse Pehle Ki Chala Jaun Is Duniyan Se

इससे पहले कि चला जाऊँ इस दुनियां से

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Isse Pehle Ki Chala Jaun,

Is Duniya Se -2

Anant Ke Liye,

Kuch Inaam Kama Jaun

Isse Pehle Ki Chala Jaun,

Is duniya Se

Din Bahut Kam Rah Gaye Hain,

Zindagi Me Meri

Karna Hai Kaam Fir Milega,

Mauka Mujhko Nahin

Aisa Na Ho Guzre Din,

Kuch Na Kar Paun

Anant Ke Liye,

Kuch Inaam Kama Jaun

Isse Pehle Ki Chala Jaun,

Is Duniya Se

Har Pal Naseeb Huaa Hai,

Uski Rahmat Hai

Usne Din Jode Hain, Zindagi Me,

Uska Maksad Hai

Isse Pahle Ki Hisaab Ho,

Sudhar Jaun

Anant Ke Liye,

Kuch Inaam Kama Jaun

Isse Pehle Ki Chala Jaun,

Is Duniya Se

Maut Zindagi Ki Aakhiri,

Manzil To Nahin

Maut Ke Baad,

Ek Aur Zindagi Abdi

Ki Abdi Zindagi Me,

Apne Kamon Ka Pratifal Paun

Anant Ke Liye,

Kuch Inaam Kama Jaun

Isse Pehle Ki Chala Jaun,

Is Duniya Se...

VERSE 1

इस्से पेह्ले की चल जौन,

इस दुनिय से -2

अनन्त के लिये,

कुच इनाम कम जौन

इस्से पेह्ले की चल जौन,

इस दुनिय से

दिन बहुत कम रह गये हैं,

ज़िन्दगि मे मेरी

कर्न है काम फ़िर मिलेग,

मौक मुझ्को नहीं

ऐस न हो गुज़्रे दिन,

कुच न कर पौन

अनन्त के लिये,

कुच इनाम कम जौन

इस्से पेह्ले की चल जौन,

इस दुनिय से

हर पल नसीब हुआ है,

उस्कि रह्मत है

उस्ने दिन जोदे हैं, ज़िन्दगि मे,

उस्क मक्सद है

इस्से पह्ले की हिसाब हो,

सुधर जौन

अनन्त के लिये,

कुच इनाम कम जौन

इस्से पेह्ले की चल जौन,

इस दुनिय से

मौत ज़िन्दगि की आखिरि,

मन्ज़िल तो नहीं

मौत के बाद,

एक और ज़िन्दगि अब्दि

की अब्दि ज़िन्दगि मे,

अपने कमोन का प्रतिफ़ल पौन

अनन्त के लिये,

कुच इनाम कम जौन

इस्से पेह्ले की चल जौन,

इस दुनिय से...

English Lyrics
VERSE 1

Isse Pehle Ki Chala Jaun,

Is Duniya Se -2

Anant Ke Liye,

Kuch Inaam Kama Jaun

Isse Pehle Ki Chala Jaun,

Is duniya Se

Din Bahut Kam Rah Gaye Hain,

Zindagi Me Meri

Karna Hai Kaam Fir Milega,

Mauka Mujhko Nahin

Aisa Na Ho Guzre Din,

Kuch Na Kar Paun

Anant Ke Liye,

Kuch Inaam Kama Jaun

Isse Pehle Ki Chala Jaun,

Is Duniya Se

Har Pal Naseeb Huaa Hai,

Uski Rahmat Hai

Usne Din Jode Hain, Zindagi Me,

Uska Maksad Hai

Isse Pahle Ki Hisaab Ho,

Sudhar Jaun

Anant Ke Liye,

Kuch Inaam Kama Jaun

Isse Pehle Ki Chala Jaun,

Is Duniya Se

Maut Zindagi Ki Aakhiri,

Manzil To Nahin

Maut Ke Baad,

Ek Aur Zindagi Abdi

Ki Abdi Zindagi Me,

Apne Kamon Ka Pratifal Paun

Anant Ke Liye,

Kuch Inaam Kama Jaun

Isse Pehle Ki Chala Jaun,

Is Duniya Se...

Related Songs