Jab Se Pyara Yeshu Aaya

जब से प्यारा यीशु आया

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Jab Se Pyara Yeshu Aaya

Mera Jeevan Badal Gaya -2

Jab Se Maine, Use Hai Paya,

Mera Jeevan Badal Gaya -2

Mujhe Gamo Aur Musibato Me,

Sahara Dekar -2

Mere Paapon Ka Bojh Lekar

Apne Upar -2

Krus Par Apna Lahu Bahaya

Mera Jeevan Badal Gaya...

Mujhe Kharida Hai Masih Ne

Khun Dekar -2

Main Hun Uska, Mera Na Koi

Siway Uske -2

Putra Ne Hai Pita Se Milaya

Mera Jeevan Badal Gaya...

Is Jahan Ki, Gandagi Se

Mujhe Chhudaya -2

Jaan Dekar, Mujhe Gunahon Se

Hai Bachaya -2

Tab Se Dil, Mera Man, Meri Kaya

Mera Jeevan Badal Gaya...

Meri Raahon Me Na Kaante

Ab Rahenge -2

Meri Manzil, Me Bhi Maatam,

Ab Na Honge -2

Ho Gaya Hai Dur, Maut Ka Saya

Mera Jeevan Badal Gaya...

Raat Kaali, Beet Gayi Hai

Hua Savera -2

Subah Ka Tara, Dekho Chamka

Yeshu Mera -2

Isliye Maine Ye Geet Gaya

Mera Jeevan Badal Gaya...

VERSE 1

जब से प्यर यीशु आय

मेरा जीवन बदल गय -2

जब से मैने, उसे है पय,

मेरा जीवन बदल गय -2

मुझे गमो और मुसिबतो मे,

सहर देकर -2

मेरे पापोन का बोझ लेकर

अपने उपर -2

क्रूस पर अपना लहु बहय

मेरा जीवन बदल गय...

मुझे खरिद है मसिह ने

खुन देकर -2

मैन हुन उस्क, मेरा न कोई

सिवय उस्के -2

पुत्र ने है पिता से मिलय

मेरा जीवन बदल गय...

इस जहन की, गन्दगि से

मुझे च्हुदय -2

जान देकर, मुझे गुनहोन से

है बचय -2

तब से दिल, मेरा मन, मेरी कय

मेरा जीवन बदल गय...

मेरी राहोन मे न कान्ते

अब रहेन्गे -2

मेरी मन्ज़िल, मे भि मातम,

अब न होन्गे -2

हो गय है दुर, मौत का सय

मेरा जीवन बदल गय...

रात कालि, बीत गयि है

हुअ सवेर -2

सुबह का तर, देखो चम्क

यीशु मेरा -2

इस्लिये मैने ये गीत गय

मेरा जीवन बदल गय...

English Lyrics
VERSE 1

Jab Se Pyara Yeshu Aaya

Mera Jeevan Badal Gaya -2

Jab Se Maine, Use Hai Paya,

Mera Jeevan Badal Gaya -2

Mujhe Gamo Aur Musibato Me,

Sahara Dekar -2

Mere Paapon Ka Bojh Lekar

Apne Upar -2

Krus Par Apna Lahu Bahaya

Mera Jeevan Badal Gaya...

Mujhe Kharida Hai Masih Ne

Khun Dekar -2

Main Hun Uska, Mera Na Koi

Siway Uske -2

Putra Ne Hai Pita Se Milaya

Mera Jeevan Badal Gaya...

Is Jahan Ki, Gandagi Se

Mujhe Chhudaya -2

Jaan Dekar, Mujhe Gunahon Se

Hai Bachaya -2

Tab Se Dil, Mera Man, Meri Kaya

Mera Jeevan Badal Gaya...

Meri Raahon Me Na Kaante

Ab Rahenge -2

Meri Manzil, Me Bhi Maatam,

Ab Na Honge -2

Ho Gaya Hai Dur, Maut Ka Saya

Mera Jeevan Badal Gaya...

Raat Kaali, Beet Gayi Hai

Hua Savera -2

Subah Ka Tara, Dekho Chamka

Yeshu Mera -2

Isliye Maine Ye Geet Gaya

Mera Jeevan Badal Gaya...

Related Songs