Jab Se Yeshu Ki Tarif Me Ham

जब से यीशु की तारीफ में हम

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Jab Se Yeshu Ki Tarif Me Ham

Chand Nagme Sunane Lage Hain -4

Aasman Par Farishte Khushi Se -2

Jhoom Kar Gungunane Lage Hain -4

Jo Nikala Gaya Tha Adan Se

Kyonki Maani Na Thi Usne Rabb Ki -2

Ab Masih Ke Reham Se Ye Aadam -2

Fir Se Jannat Me Jaane Lage Hain -4

Ye Hamare Masiha Ki Rehmat

Uske Hathon Me Thi Aisi Qudrat -2

Jo Sada Se The Andhe Aur Langde -2

Har Taraf Aane Jaane Lage Hain -4

Aap Kyon Ho Pareshan Jahan Me

Aaiye Karta Hun Ye Bayaan Main -2

Apni Fikren Masiha Ko De Do -2

Pyaar Se Wo Bulaane Lage Hain -4

VERSE 1

जब से यीशु की तरिफ़ मे हम

चन्द नग्मे सुनने लगे हैं -4

आस्मन पर फ़रिश्ते खुशि से -2

झूम कर गुन्गुनने लगे हैं -4

जो निकल गय थ अदन से

क्योन्कि मानि न थि उस्ने रब्ब की -2

अब मसिह के रेहम से ये आदम -2

फ़िर से जन्नत मे जाने लगे हैं -4

ये हमरे मसिह की रेह्मत

उस्के हथोन मे थि ऐसि क़ुद्रत -2

जो सद से थे अन्धे और लन्ग्दे -2

हर तरफ़ आने जाने लगे हैं -4

आप क्योन हो परेशन जहन मे

आइये कर्त हुन ये बयान मैन -2

अपनी फ़िक्रेन मसिह को दे दो -2

प्यार से वो बुलाने लगे हैं -4

English Lyrics
VERSE 1

Jab Se Yeshu Ki Tarif Me Ham

Chand Nagme Sunane Lage Hain -4

Aasman Par Farishte Khushi Se -2

Jhoom Kar Gungunane Lage Hain -4

Jo Nikala Gaya Tha Adan Se

Kyonki Maani Na Thi Usne Rabb Ki -2

Ab Masih Ke Reham Se Ye Aadam -2

Fir Se Jannat Me Jaane Lage Hain -4

Ye Hamare Masiha Ki Rehmat

Uske Hathon Me Thi Aisi Qudrat -2

Jo Sada Se The Andhe Aur Langde -2

Har Taraf Aane Jaane Lage Hain -4

Aap Kyon Ho Pareshan Jahan Me

Aaiye Karta Hun Ye Bayaan Main -2

Apni Fikren Masiha Ko De Do -2

Pyaar Se Wo Bulaane Lage Hain -4

Related Songs