Jashan Manao Aaj Yeshu Me
जश्न मनाओ आज यीशु में
Romanisedi
Hindi
Jashan manao -2
Aaj Yeshu me Jashan manao
Jag ka Masiha aaya hai
Jannat ko saath laaya hai -2
Aao milkar uski jaijaikar karen
Yeshu me ham Jashan manayenge
Charni me paida hua Rajkumar
Duniya ka karne aaya udhdhaar -2
Aao milkar uski jaijaikar karen
Yeshu me ham Jashan manayenge
Dooton ke sang mil gayen
Stuti geet ab bhajte jaayen -2
Aao milkar uski jaijaikar karen
Yeshu me ham Jashan manayenge
जशन मनओ -2
आज यीशु मे जशन मनओ
जग का मसिह आय है
जन्नत को साथ लाय है -2
आओ मिल्कर उस्कि जैजैकर करेन
यीशु मे हम जशन मनयेन्गे
चर्नि मे पैद हुअ रज्कुमर
दुनिय का कर्ने आय उध्धार -2
आओ मिल्कर उस्कि जैजैकर करेन
यीशु मे हम जशन मनयेन्गे
दूतोन के सन्ग मिल गयेन
स्तुति गीत अब भज्ते जायेन -2
आओ मिल्कर उस्कि जैजैकर करेन
यीशु मे हम जशन मनयेन्गे
Jashan manao -2
Aaj Yeshu me Jashan manao
Jag ka Masiha aaya hai
Jannat ko saath laaya hai -2
Aao milkar uski jaijaikar karen
Yeshu me ham Jashan manayenge
Charni me paida hua Rajkumar
Duniya ka karne aaya udhdhaar -2
Aao milkar uski jaijaikar karen
Yeshu me ham Jashan manayenge
Dooton ke sang mil gayen
Stuti geet ab bhajte jaayen -2
Aao milkar uski jaijaikar karen
Yeshu me ham Jashan manayenge
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan