Jeena Sikha Diya
जीना सिखा दिया
Romanisedi
Hindi
Jeena Sikha Diya -4
Zakhmo Ko Har Vachan Se -2
Seena Sikha Diya
Zakhmo Ko Har Vachan Se
Seena Sikha Diya
Tere Pyar Ne Yeshu,
Mujhe Jeena Sikha Diya -2
Duniya Ka Paani Peeta Tha,
Fir Pyas Me Rehta Tha
Ek Din Tu Aayega Yeshu,
Is Aas Me Rehta Tha -2
Jeevan Ka Jal Khudawand -2
Aisa Pila Diya
Jeevan Ka Jal Khudawand,
Aisa Pila Diya
Tere Pyar Ne Yeshu,
Mujhe Jeena Sikha Diya -2
Logon Ke Taane Sunta Tha,
Har Raat Me Rota Tha
Aankhon Se Aansu Behte The,
Ek Pal Na Sota Tha -2
Chhu Kar Reham Ke Hathon Se -2
Mujhko Sula Diya
Chhu Kar Reham Ke Hathon Se,
Mujhko Sula Diya
Tere Pyar Ne Yeshu,
Mujhe Jeena Sikha Diya -2
Tu Mil Gaya To Yeshu,
Har Khushi Hai Mil Gayi
Murjhayi Zindagi Ki Kali,
Fir Se Khil Gayi -2
Jal Rooh-E-Paak Ka -2
Jab Se Pila Diya
Jal Rooh-E-Paak Ka,
Jab Se Pila Diya
Tere Pyar Ne Yeshu,
Mujhe Jeena Sikha Diya -2
Jeena Sikha Diya...
जीन सिख दिय -4
ज़ख्मो को हर वचन से -2
सीन सिख दिय
ज़ख्मो को हर वचन से
सीन सिख दिय
तेरे प्यर ने यीशु,
मुझे जीन सिख दिय -2
दुनिय का पानि पीत थ,
फ़िर प्यस मे रेह्त थ
एक दिन तु आयेग यीशु,
इस आस मे रेह्त थ -2
जीवन का जल खुदवन्द -2
ऐस पिल दिय
जीवन का जल खुदवन्द,
ऐस पिल दिय
तेरे प्यर ने यीशु,
मुझे जीन सिख दिय -2
लोगोन के ताने सुन्त थ,
हर रात मे रोत थ
आन्खोन से आन्सु बेह्ते थे,
एक पल न सोत थ -2
च्हु कर रेहम के हथोन से -2
मुझ्को सुल दिय
च्हु कर रेहम के हथोन से,
मुझ्को सुल दिय
तेरे प्यर ने यीशु,
मुझे जीन सिख दिय -2
तु मिल गय तो यीशु,
हर खुशि है मिल गयि
मुर्झयि ज़िन्दगि की कलि,
फ़िर से खिल गयि -2
जल रूह-ए-पाक का -2
जब से पिल दिय
जल रूह-ए-पाक का,
जब से पिल दिय
तेरे प्यर ने यीशु,
मुझे जीन सिख दिय -2
जीन सिख दिय...
Jeena Sikha Diya -4
Zakhmo Ko Har Vachan Se -2
Seena Sikha Diya
Zakhmo Ko Har Vachan Se
Seena Sikha Diya
Tere Pyar Ne Yeshu,
Mujhe Jeena Sikha Diya -2
Duniya Ka Paani Peeta Tha,
Fir Pyas Me Rehta Tha
Ek Din Tu Aayega Yeshu,
Is Aas Me Rehta Tha -2
Jeevan Ka Jal Khudawand -2
Aisa Pila Diya
Jeevan Ka Jal Khudawand,
Aisa Pila Diya
Tere Pyar Ne Yeshu,
Mujhe Jeena Sikha Diya -2
Logon Ke Taane Sunta Tha,
Har Raat Me Rota Tha
Aankhon Se Aansu Behte The,
Ek Pal Na Sota Tha -2
Chhu Kar Reham Ke Hathon Se -2
Mujhko Sula Diya
Chhu Kar Reham Ke Hathon Se,
Mujhko Sula Diya
Tere Pyar Ne Yeshu,
Mujhe Jeena Sikha Diya -2
Tu Mil Gaya To Yeshu,
Har Khushi Hai Mil Gayi
Murjhayi Zindagi Ki Kali,
Fir Se Khil Gayi -2
Jal Rooh-E-Paak Ka -2
Jab Se Pila Diya
Jal Rooh-E-Paak Ka,
Jab Se Pila Diya
Tere Pyar Ne Yeshu,
Mujhe Jeena Sikha Diya -2
Jeena Sikha Diya...
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan