Jerusalem Ki Gali Gali Me

यरूशलेम की, गली गली में

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Jerusalem Ki, Gali Gali Me -2

Hajoom Sa Hai

Hajoom Sa Hai

Taman Logon Ko Aaj Jaane,

Ye Kya Hua Hai

Ye Kya Hua Hai

Jerusalem Ki, Gali Gali Me

Jo Maine Puchha, To Raaz Mujh Pe,

Khula Ye Logo -2

Saleeb Utha Ke, Yahan Se Yeshu,

Guzar Raha Hai

Guzar Raha Hai

Taman Logon Ko Aaj Jaane,

Ye Kya Hua Hai

Ye Kya Hua Hai

Jerusalem Ki, Gali Gali Me

Utha Ke Suli, Hamari Khatir,

Hamara Yeshu -2

Pahad Kalwar Ki Simth Dekho,

Wo Chal Diya Hai

Wo Chal Diya Hai

Taman Logon Ko Aaj Jaane,

Ye Kya Hua Hai

Ye Kya Hua Hai

Jerusalem Ki, Gali Gali Me

Andhera Chhaya Hai Chaaron Janib,

Udasiyon Ka -2

Shehar Ke Logon, Har Ek Manzar,

Bujha Bujha Hai

Bujha Bujha Hai

Taman Logon Ko Aaj Jaane,

Ye Kya Hua Hai

Ye Kya Hua Hai

Jerusalem Ki, Gali Gali Me...

VERSE 1

जेरुसलेम की, गलि गलि मे -2

हजूम स है

हजूम स है

तमन लोगोन को आज जाने,

ये क्य हुअ है

ये क्य हुअ है

जेरुसलेम की, गलि गलि मे

जो मैने पुच्ह, तो राज़ मुझ पे,

खुल ये लोगो -2

सलीब उथ के, यहन से यीशु,

गुज़र रह है

गुज़र रह है

तमन लोगोन को आज जाने,

ये क्य हुअ है

ये क्य हुअ है

जेरुसलेम की, गलि गलि मे

उथ के सुलि, हमरि खतिर,

हमर यीशु -2

पहद कल्वर की सिम्थ देखो,

वो चल दिय है

वो चल दिय है

तमन लोगोन को आज जाने,

ये क्य हुअ है

ये क्य हुअ है

जेरुसलेम की, गलि गलि मे

अन्धेर च्हय है चारोन जनिब,

उदसियोन का -2

शेहर के लोगोन, हर एक मन्ज़र,

बुझ बुझ है

बुझ बुझ है

तमन लोगोन को आज जाने,

ये क्य हुअ है

ये क्य हुअ है

जेरुसलेम की, गलि गलि मे...

English Lyrics
VERSE 1

Jerusalem Ki, Gali Gali Me -2

Hajoom Sa Hai

Hajoom Sa Hai

Taman Logon Ko Aaj Jaane,

Ye Kya Hua Hai

Ye Kya Hua Hai

Jerusalem Ki, Gali Gali Me

Jo Maine Puchha, To Raaz Mujh Pe,

Khula Ye Logo -2

Saleeb Utha Ke, Yahan Se Yeshu,

Guzar Raha Hai

Guzar Raha Hai

Taman Logon Ko Aaj Jaane,

Ye Kya Hua Hai

Ye Kya Hua Hai

Jerusalem Ki, Gali Gali Me

Utha Ke Suli, Hamari Khatir,

Hamara Yeshu -2

Pahad Kalwar Ki Simth Dekho,

Wo Chal Diya Hai

Wo Chal Diya Hai

Taman Logon Ko Aaj Jaane,

Ye Kya Hua Hai

Ye Kya Hua Hai

Jerusalem Ki, Gali Gali Me

Andhera Chhaya Hai Chaaron Janib,

Udasiyon Ka -2

Shehar Ke Logon, Har Ek Manzar,

Bujha Bujha Hai

Bujha Bujha Hai

Taman Logon Ko Aaj Jaane,

Ye Kya Hua Hai

Ye Kya Hua Hai

Jerusalem Ki, Gali Gali Me...

Related Songs