Kidhar Ja Rahe Ho Aye Logo
किधर जा रहे हो ऐ लोगो
Romanisedi
Hindi
Kidhar Ja Rahe Ho Aye Logo
Zara Dhayan Do Is Taraf
Laga Lo Ek Gota Tum Bhi
Jeevan Jal Ki Nadi Me
Ye Aisi Nadi Hai
Jisme Ko Gandagi Nahin Hai
Tum Doob Bhi Jao Isme
Ye Aankhon Se Dikhti Nahin Hai
Yahi Se Mila Mujhko Jeevan
Jab Dooba Tha Isme Kabhi Main
Nadi Kalvary Se Bahi Ye
Lahu Hi Lahu Se Bhari Thi
Bas Ek Marne Se Uske
Bachi Zindagi Hai Sabhi Ki
Agar Kaash Tum Is Lahu Ki
Keemat Ko Pehchan Jao
Jeena Na Fir Bebasi Se
Jeevan Hai Yeshu Masih
Nadi Aaj Bhi Tumhare
Hai Beech Me Beh Rahi
Gota Lagakar To Dekho
Hai Tum Se Ye Keh Rahi
Batao Kyon Pyase Khade Ho
Kyon Paap Me Tum Pade Ho
Zid Chhodkar Aaj Tu Apni
Apna Lo Kuchh Zindagi Me
किधर ज रहे हो अये लोगो
ज़र धयन दो इस तरफ़
लग लो एक गोत तुम भि
जीवन जल की नदि मे
ये ऐसि नदि है
जिस्मे को गन्दगि नहीं है
तुम दूब भि जओ इस्मे
ये आन्खोन से दिख्ति नहीं है
यहि से मिल मुझ्को जीवन
जब दूब थ इस्मे कभि मैन
नदि कल्वर्य से बहि ये
लहु हि लहु से भरि थि
बस एक मर्ने से उस्के
बचि ज़िन्दगि है सभि की
अगर काश तुम इस लहु की
कीमत को पेह्चन जओ
जीन न फ़िर बेबसि से
जीवन है यीशु मसिह
नदि आज भि तुम्हरे
है बीच मे बेह रहि
गोत लगकर तो देखो
है तुम से ये केह रहि
बतओ क्योन प्यसे खदे हो
क्योन पाप मे तुम पदे हो
ज़िद च्होद्कर आज तु अपनी
अपना लो कुच्ह ज़िन्दगि मे
Kidhar Ja Rahe Ho Aye Logo
Zara Dhayan Do Is Taraf
Laga Lo Ek Gota Tum Bhi
Jeevan Jal Ki Nadi Me
Ye Aisi Nadi Hai
Jisme Ko Gandagi Nahin Hai
Tum Doob Bhi Jao Isme
Ye Aankhon Se Dikhti Nahin Hai
Yahi Se Mila Mujhko Jeevan
Jab Dooba Tha Isme Kabhi Main
Nadi Kalvary Se Bahi Ye
Lahu Hi Lahu Se Bhari Thi
Bas Ek Marne Se Uske
Bachi Zindagi Hai Sabhi Ki
Agar Kaash Tum Is Lahu Ki
Keemat Ko Pehchan Jao
Jeena Na Fir Bebasi Se
Jeevan Hai Yeshu Masih
Nadi Aaj Bhi Tumhare
Hai Beech Me Beh Rahi
Gota Lagakar To Dekho
Hai Tum Se Ye Keh Rahi
Batao Kyon Pyase Khade Ho
Kyon Paap Me Tum Pade Ho
Zid Chhodkar Aaj Tu Apni
Apna Lo Kuchh Zindagi Me
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan