Krus Par Krus Par Hai Ye Kaun Lahuluhan

क्रूस पर क्रूस पर है ये कौन लहूलुहान

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Krus Par Krus Par,

Hai Ye Kaun Lahuluhan?

Mera Prabhu, Mera Masih,

Krus Par, Deta Jaan -2

Is Mahan Pyaar Ko,

Maine Thukra Diya -2

Is Mahapaap Ko,

Hey Prabhu, Tu Kar Kshama -2

Paap Se Karne Pyaar,

Ab Nahin Jaunga -2

Teri Santaan Ban, Ke Prabhu,

Main Jeeunga -2

Aaye Kalesh Jitne Bhi,

Haani Ho, Jitni Bhi -2

Krus Ke Prem Ko,

Bhulunga Main Na Kabhi -2

Krus Par, Krus Par...

Krus Par Krus Par,

Hai Ye Kaun Lahuluhan? -2

Mera Swami, Mera Nath,

Mere Khatir Deta Jaan -2

Is Mahan Pyaar Ko,

Maine Thukra Diya -2

Is Mahapaap Ko,

Hey Prabhu, Kar Kshama -2

Paap Se Karne Pyaar,

Ab Main Kyon Jaunga? -2

Teri Santaan Ban,

Main Prabhu Jeeunga -2

Aaye Kalesh Jitne Bhi,

Haani Ho Har Kahin -2

Krus Ke Prem Ko,

Bhulunga Main Nahin -2

VERSE 1

क्रूस पर क्रूस पर,

है ये कौन लहुलुहन?

मेरा प्रभु, मेरा मसिह,

क्रूस पर, देत जान -2

इस महन प्यार को,

मैने थुक्र दिय -2

इस महपाप को,

हेय प्रभु, तु कर क्शम -2

पाप से कर्ने प्यार,

अब नहीं जौन्ग -2

तेरी सन्तान बन, के प्रभु,

मैन जीउन्ग -2

आये कलेश जित्ने भि,

हानि हो, जित्नि भि -2

क्रूस के प्रेम को,

भुलुन्ग मैन न कभि -2

क्रूस पर, क्रूस पर...

क्रूस पर क्रूस पर,

है ये कौन लहुलुहन? -2

मेरा स्वमि, मेरा नथ,

मेरे खतिर देत जान -2

इस महन प्यार को,

मैने थुक्र दिय -2

इस महपाप को,

हेय प्रभु, कर क्शम -2

पाप से कर्ने प्यार,

अब मैन क्योन जौन्ग? -2

तेरी सन्तान बन,

मैन प्रभु जीउन्ग -2

आये कलेश जित्ने भि,

हानि हो हर कहिन -2

क्रूस के प्रेम को,

भुलुन्ग मैन नहीं -2

English Lyrics
VERSE 1

Krus Par Krus Par,

Hai Ye Kaun Lahuluhan?

Mera Prabhu, Mera Masih,

Krus Par, Deta Jaan -2

Is Mahan Pyaar Ko,

Maine Thukra Diya -2

Is Mahapaap Ko,

Hey Prabhu, Tu Kar Kshama -2

Paap Se Karne Pyaar,

Ab Nahin Jaunga -2

Teri Santaan Ban, Ke Prabhu,

Main Jeeunga -2

Aaye Kalesh Jitne Bhi,

Haani Ho, Jitni Bhi -2

Krus Ke Prem Ko,

Bhulunga Main Na Kabhi -2

Krus Par, Krus Par...

Krus Par Krus Par,

Hai Ye Kaun Lahuluhan? -2

Mera Swami, Mera Nath,

Mere Khatir Deta Jaan -2

Is Mahan Pyaar Ko,

Maine Thukra Diya -2

Is Mahapaap Ko,

Hey Prabhu, Kar Kshama -2

Paap Se Karne Pyaar,

Ab Main Kyon Jaunga? -2

Teri Santaan Ban,

Main Prabhu Jeeunga -2

Aaye Kalesh Jitne Bhi,

Haani Ho Har Kahin -2

Krus Ke Prem Ko,

Bhulunga Main Nahin -2

Related Songs