Le Chal Mujhe

ले चल मुझे

By: Yeshua
Category: Worship, Sunday ServiceLanguage: HindiKey: C
Key:
C

Romanisedi

Hindi

CHORUS

Le Chal Mujhe

Le Chal Mujhe

Yeshu Tu Hai Jahan

Le Chal Mujhe

Le Chal Mujhe

Le Chal Mujhe

Haath Thaam Ke Mera

Le Chal Mujhe

CHORUS

ले चल मुझे

ले चल मुझे

यीशु तु है जहन

ले चल मुझे

ले चल मुझे

ले चल मुझे

हाथ थाम के मेरा

ले चल मुझे

VERSE 1

Main Tere Darr Pe Aaya Hu

Khaali Haathon Se

Apne Sarr Ko Jhukata Hu

Jholi Meri Bhar De

VERSE 1

मैन तेरे दर्र पे आय हु

खालि हाथोन से

अपने सर्र को झुकत हु

झोलि मेरी भर दे

CHORUS

Mujhe Dhoondata Hua

Mujhe Chahta Hua

Chod Aaya Aasama

Tu Yahan

Bheed Se Mujhko Chunna

Apna Bana Liya

Naam Tera Hai Diya

Yeshua

CHORUS

मुझे धून्दत हुअ

मुझे चह्त हुअ

चोद आय आसम

तु यहन

भीद से मुझ्को चुन्न

अपना बन लिय

नाम तेरा है दिय

येशुअ

BRIDGE

Jaise Hirni Paani Ke Liye

Pyasa Main Bhi Hu Tere Liye

BRIDGE

जैसे हिर्नि पानि के लिये

प्यस मैन भि हु तेरे लिये

VERSE 1

Jab Andheri Rahon Par Manzil Na Dikhey

Jab Khauf Se Ye Dil Ghabraye

Jab Ansoononse Ye Ankhein Numm Ho Jaye

Tab Haath Thaam Ke Mera Le Chal Mujhe

Uqqab Ke Pankhon Par Udna Sikha

Toofani Leheron Par Chal Na Sikha

Kehta Hai Tu Jo Saath Hai Mere

Toh Haath Thaam Ke Mera Le Chal Mujhe

Zamane Ki Baaton Par Nahi Par Tere Likhey Har Vachchan Par Theherna Sikha

Ho Koi Halaat Ho Koi Mukkam

Teri Oor Nazare Utha Kar Jeena Sikha

Badalon Par Jab Tu Ayega Ek Din Aasma Se

Tab Haath Thaam Ke Mera Le Chal Mujhe Le Chal Mujhe

VERSE 1

जब अन्धेरि रहोन पर मन्ज़िल न दिखेय

जब खौफ़ से ये दिल घब्रये

जब अन्सूनोन्से ये अन्खेइन नुम्म हो जये

तब हाथ थाम के मेरा ले चल मुझे

उक़्क़ब के पन्खोन पर उद्न सिख

तूफ़नि लेहेरोन पर चल न सिख

केह्त है तु जो साथ है मेरे

तोह हाथ थाम के मेरा ले चल मुझे

ज़मने की बातोन पर नहीं पर तेरे लिखेय हर वच्चन पर थेहेर्न सिख

हो कोई हलात हो कोई मुक्कम

तेरी ऊर नज़रे उथ कर जीन सिख

बदलोन पर जब तु अयेग एक दिन आस्म से

तब हाथ थाम के मेरा ले चल मुझे ले चल मुझे

English Lyrics
CHORUS

Le Chal Mujhe

Le Chal Mujhe

Yeshu Tu Hai Jahan

Le Chal Mujhe

Le Chal Mujhe

Le Chal Mujhe

Haath Thaam Ke Mera

Le Chal Mujhe

VERSE 1

Main Tere Darr Pe Aaya Hu

Khaali Haathon Se

Apne Sarr Ko Jhukata Hu

Jholi Meri Bhar De

CHORUS (Repeat)

Mujhe Dhoondata Hua

Mujhe Chahta Hua

Chod Aaya Aasama

Tu Yahan

Bheed Se Mujhko Chunna

Apna Bana Liya

Naam Tera Hai Diya

Yeshua

BRIDGE

Jaise Hirni Paani Ke Liye

Pyasa Main Bhi Hu Tere Liye

VERSE 2

Jab Andheri Rahon Par Manzil Na Dikhey

Jab Khauf Se Ye Dil Ghabraye

Jab Ansoononse Ye Ankhein Numm Ho Jaye

Tab Haath Thaam Ke Mera Le Chal Mujhe

Uqqab Ke Pankhon Par Udna Sikha

Toofani Leheron Par Chal Na Sikha

Kehta Hai Tu Jo Saath Hai Mere

Toh Haath Thaam Ke Mera Le Chal Mujhe

Zamane Ki Baaton Par Nahi Par Tere Likhey Har Vachchan Par Theherna Sikha

Ho Koi Halaat Ho Koi Mukkam

Teri Oor Nazare Utha Kar Jeena Sikha

Badalon Par Jab Tu Ayega Ek Din Aasma Se

Tab Haath Thaam Ke Mera Le Chal Mujhe Le Chal Mujhe

Related Songs