Man Phira Lo
Romanisedi
Hindi
Man phira lo-2
Swarag ka raaj nikat hai sambhalo
मन फिर लो-2
स्वरग का राज निकत है सम्भलो
Ik din jeevan mit jaayega
Phir tu bande kit jaayega
Duniya se Ab dhyan hata ke
Yeshu pe dhyan laga lo, laga lo
इक दिन जीवन मित जायेग
फिर तु बन्दे कित जायेग
दुनिय से अब ध्यन हत के
येसु पे ध्यन लग लो, लग लो
Paapon se mil jaayegi maafi
Hai Masih ka anugrah hi kaafi
Baptisma le ke yeshu ke naaam ka
Naiyaa paar laga lo, laga lo
पापोन से मिल जायेगि माफ़ि
है मसिह का अनुग्रह हि काफ़ि
बप्तिस्म ले के येसु के नाअम का
नैया पार लग लो, लग लो
Man phira lo-2
Swarag ka raaj nikat hai sambhalo
Ik din jeevan mit jaayega
Phir tu bande kit jaayega
Duniya se Ab dhyan hata ke
Yeshu pe dhyan laga lo, laga lo
Paapon se mil jaayegi maafi
Hai Masih ka anugrah hi kaafi
Baptisma le ke yeshu ke naaam ka
Naiyaa paar laga lo, laga lo