Man To Prabhu Ka Mandir Hai
मन तो प्रभु का मन्दिर है
Romanisedi
Hindi
Man To Prabhu Ka Mandir Hai
Tan Apna Daan Karo
Apne Prabhu Ki Sewa Me
Sab Apna Daan Karo
Hai Yaad Tumhen Janme The
Tum Paap Ke Sagar Me
Aur Paane Tumhen Aaya
Yeshu Paap Ke Sagar Me
Us Pyare Prabhu Ke Naam Ke Liye
Kuchh Apna Daan Karo -2
Man To Prabhu Ka Mandir Hai...
Kal Tum Jo Bhatakte The
Anjaan Si Raahon Me
Yeshu Tumko Bacha Laya
Apni Pyaar Ki Baahon Me
Jo Bhi Mila Hai, Prabhu Me Tumhen
Auron Ko Daan Karo -2
Man To Prabhu Ka Mandir Hai...
Andhkaar Ke Jeevan Me
Vah Roshni Le Aaya
Us Roshni Me Maine
Ek Marg Naya Paya
Jeevan Tumhara Hai Yeshu Ka
Jeevan Balidaan Karo -2
Man To Prabhu Ka Mandir Hai...
मन तो प्रभु का मन्दिर है
तन अपना दान करो
अपने प्रभु की सेव मे
सब अपना दान करो
है याद तुम्हेन जन्मे थे
तुम पाप के सगर मे
और पाने तुम्हेन आय
यीशु पाप के सगर मे
उस प्यरे प्रभु के नाम के लिये
कुच्ह अपना दान करो -2
मन तो प्रभु का मन्दिर है...
कल तुम जो भतक्ते थे
अन्जान सि राहोन मे
यीशु तुम्को बच लय
अपनी प्यार की बाहोन मे
जो भि मिल है, प्रभु मे तुम्हेन
औरोन को दान करो -2
मन तो प्रभु का मन्दिर है...
अन्ध्कार के जीवन मे
वह रोश्नि ले आय
उस रोश्नि मे मैने
एक मार्ग नय पय
जीवन तुम्हर है यीशु का
जीवन बलिदान करो -2
मन तो प्रभु का मन्दिर है...
Man To Prabhu Ka Mandir Hai
Tan Apna Daan Karo
Apne Prabhu Ki Sewa Me
Sab Apna Daan Karo
Hai Yaad Tumhen Janme The
Tum Paap Ke Sagar Me
Aur Paane Tumhen Aaya
Yeshu Paap Ke Sagar Me
Us Pyare Prabhu Ke Naam Ke Liye
Kuchh Apna Daan Karo -2
Man To Prabhu Ka Mandir Hai...
Kal Tum Jo Bhatakte The
Anjaan Si Raahon Me
Yeshu Tumko Bacha Laya
Apni Pyaar Ki Baahon Me
Jo Bhi Mila Hai, Prabhu Me Tumhen
Auron Ko Daan Karo -2
Man To Prabhu Ka Mandir Hai...
Andhkaar Ke Jeevan Me
Vah Roshni Le Aaya
Us Roshni Me Maine
Ek Marg Naya Paya
Jeevan Tumhara Hai Yeshu Ka
Jeevan Balidaan Karo -2
Man To Prabhu Ka Mandir Hai...
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan