Masiha Khoon Se Apne

मसीहा खून से अपने,

By: Traditional
Category: Worship, Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Masiha Khoon Se Apne,

Mujhe Tu Paak Kar Pehle

Mere Magroor Dil Ko Tu,

Masiha Saaf Kar Pehle -2

Main Haazir Hun, Tere Dar Par,

Mere Maalik Khudawanda -3

Mujhe Roz-E-Hashr Ke Khauf Se,

Be-baak Kar Pehle

Mere Magroor Dil Ko Tu...

Mujhe Taufeeq De Aisi,

Ki Dil Duniya Se Na Phir Ho -3

Mera Dil Aye Khudawanda,

Tu Hi Aaflaag Kar Pehle

Mere Magroor Dil Ko Tu...

Asir-E-Da Me Isiyan Hun

Mujhe Aazad Aisa Kar -3

Meri Halat Ko Tauba Se

Tu Dehshatnaak Kar Pehle

Mere Magroor Dil Ko Tu...

Gunahon Se Karun Nafrat,

Dil-O-Jaan Se Mere Munjee -3

Aataa Bandey Ko Aye Maalik,

Tu Rooh-E-Paak Kar Pehle

Mere Magroor Dil Ko Tu...

VERSE 1

मसिह खून से अपने,

मुझे तु पाक कर पेह्ले

मेरे मग्रूर दिल को तु,

मसिह साफ़ कर पेह्ले -2

मैन हाज़िर हुन, तेरे दर पर,

मेरे मालिक खुदवन्द -3

मुझे रोज़-ए-हश्र के खौफ़ से,

बे-बाक कर पेह्ले

मेरे मग्रूर दिल को तु...

मुझे तौफ़ीक़ दे ऐसि,

की दिल दुनिय से न फिर हो -3

मेरा दिल अये खुदवन्द,

तु हि आफ़्लाग कर पेह्ले

मेरे मग्रूर दिल को तु...

असिर-ए-द मे इसियन हुन

मुझे आज़द ऐस कर -3

मेरी हलत को तौब से

तु देह्शत्नाक कर पेह्ले

मेरे मग्रूर दिल को तु...

गुनहोन से करुन नफ़्रत,

दिल-ओ-जान से मेरे मुन्जी -3

आता बन्देय को अये मालिक,

तु रूह-ए-पाक कर पेह्ले

मेरे मग्रूर दिल को तु...

English Lyrics
VERSE 1

Masiha Khoon Se Apne,

Mujhe Tu Paak Kar Pehle

Mere Magroor Dil Ko Tu,

Masiha Saaf Kar Pehle -2

Main Haazir Hun, Tere Dar Par,

Mere Maalik Khudawanda -3

Mujhe Roz-E-Hashr Ke Khauf Se,

Be-baak Kar Pehle

Mere Magroor Dil Ko Tu...

Mujhe Taufeeq De Aisi,

Ki Dil Duniya Se Na Phir Ho -3

Mera Dil Aye Khudawanda,

Tu Hi Aaflaag Kar Pehle

Mere Magroor Dil Ko Tu...

Asir-E-Da Me Isiyan Hun

Mujhe Aazad Aisa Kar -3

Meri Halat Ko Tauba Se

Tu Dehshatnaak Kar Pehle

Mere Magroor Dil Ko Tu...

Gunahon Se Karun Nafrat,

Dil-O-Jaan Se Mere Munjee -3

Aataa Bandey Ko Aye Maalik,

Tu Rooh-E-Paak Kar Pehle

Mere Magroor Dil Ko Tu...

Related Songs