Mera Khuda Mujhe Maaf Karta

मेरा खुदा मुझे माफ़ करता

By: Traditional
Category: Prayer, Prayer MeetingOccasion: Sunday Service, Prayer MeetingLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Mera Khuda Mujhe Maaf Karta -2

Dhota Paapon Ko Mere -2

Mujhe Saaf Karta

Mera Khuda Mujhe Maaf Karta -2

Uske Dil Me Bhara Hai Reham Beshumar

Tujhse Milne Ko Wo Hai Bahut Beqarar -2

Jo Bhi Karte Hain, Karte... Hain

Jo Bhi Karte Hain, Uska Kalaam Byaan

Unko Khushiyon Ki Deta, Muqammal Bahaar

Hai Nahin Lafz Itne Ki, Karun Main Byaan

Ho Ho Ho Mera Khuda Mujhe Maaf Karta...

Gunahgaaron Ke Khatir Hai Di Usne Jaan

Meri Badiyon Ke Kaaran Hai Sab Kuch Saha -2

Tere Dar Pe Jo, Dar Pe... Jo

Tere Dar Pe Jo Aaye, Dua Maangne

Deta Hanna Ke Jaise Tu Barkat Sada

Main Bahut Khushnuma Mera, Yahowa Bhala

Ho Ho Ho Mera Khuda Mujhe Maaf Karta...

VERSE 1

मेरा खुद मुझे माफ़ कर्त -2

धोत पापोन को मेरे -2

मुझे साफ़ कर्त

मेरा खुद मुझे माफ़ कर्त -2

उस्के दिल मे भर है रेहम बेशुमर

तुझ्से मिल्ने को वो है बहुत बेक़रर -2

जो भि कर्ते हैं, कर्ते... हैं

जो भि कर्ते हैं, उस्क कलाम ब्यान

उन्को खुशियोन की देत, मुक़म्मल बहार

है नहीं लफ़्ज़ इत्ने की, करुन मैन ब्यान

हो हो हो मेरा खुद मुझे माफ़ कर्त...

गुनह्गारोन के खतिर है दि उस्ने जान

मेरी बदियोन के कारन है सब कुच सह -2

तेरे दर पे जो, दर पे... जो

तेरे दर पे जो आये, दुअ मान्ग्ने

देत हन्न के जैसे तु बर्कत सद

मैन बहुत खुश्नुम मेरा, यहोव भल

हो हो हो मेरा खुद मुझे माफ़ कर्त...

English Lyrics
VERSE 1

Mera Khuda Mujhe Maaf Karta -2

Dhota Paapon Ko Mere -2

Mujhe Saaf Karta

Mera Khuda Mujhe Maaf Karta -2

Uske Dil Me Bhara Hai Reham Beshumar

Tujhse Milne Ko Wo Hai Bahut Beqarar -2

Jo Bhi Karte Hain, Karte... Hain

Jo Bhi Karte Hain, Uska Kalaam Byaan

Unko Khushiyon Ki Deta, Muqammal Bahaar

Hai Nahin Lafz Itne Ki, Karun Main Byaan

Ho Ho Ho Mera Khuda Mujhe Maaf Karta...

Gunahgaaron Ke Khatir Hai Di Usne Jaan

Meri Badiyon Ke Kaaran Hai Sab Kuch Saha -2

Tere Dar Pe Jo, Dar Pe... Jo

Tere Dar Pe Jo Aaye, Dua Maangne

Deta Hanna Ke Jaise Tu Barkat Sada

Main Bahut Khushnuma Mera, Yahowa Bhala

Ho Ho Ho Mera Khuda Mujhe Maaf Karta...

Related Songs