Back to Library

Mera Samarth Jo Yeshu Khrist Hai

Category: WorshipLanguage: HindiKey: G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Mera Samarth Jo Yeshu Khrist Hai

Usme Sab Kuch Main Kar Sakta Hun -2

Wo Meri Jyoti Hai, Mera Uddhar Bhi Hai -2

Wo Hi Jeevan, Aur Bal Bhi Hai -2

Mera Samarth Jo Yeshu Khrist Hai...

Dushman Jab Mujhko, Kha Jane Ko Aaye -2

Thokar Khakar, Wo Gir Jaye -2

Mera Samarth Jo Yeshu Khrist Hai...

Mere Viruddh Agar, Aaye Sena Bhi -2

Dar Nahin Dil Me, Nishchint Hun Abhi -2

Mera Samarth Jo Yeshu Khrist Hai...

Sankat Ke Din Me, Mandap Pe Apne -2

Chhipa Rakhega, Sab Sambhalega -2

Mera Samarth Jo Yeshu Khrist Hai...

Mere Shatru Ke, Aage Wo Mere -2

Sir Ko Uncha, Kar Jai Deta -2

Mera Samarth Jo Yeshu Khrist Hai...

MERA SAMARTH JO YESHU KHRIST HAI LYRICS IN HINDI

मेरा सामर्थ जो यीशु ख्रिस्त है

उसमें सब कुछ मैं कर सकता हूँ -2

वो मेरी ज्योति है, मेरा उद्धार भी है -2

वो ही जीवन और बल भी है -2

मेरा सामर्थ जो यीशु ख्रिस्त है...

दुश्मन जब मुझको, खा जाने को आए -2

ठोकर खाकर, वो गिर जाए -2

मेरा सामर्थ जो यीशु ख्रिस्त है...

मेरे विरूद्ध अगर, आए सेना भी -2

डर नहीं दिल में, निश्चिन्त हूँ अभी -2

मेरा सामर्थ जो यीशु ख्रिस्त है...

संकट के दिन में, मण्डप में अपने -2

छिपा रखेगा, सब सम्भालेगा -2

मेरा सामर्थ जो यीशु ख्रिस्त है...

मेरे शत्रु के, आगे वो मेरे -2

सिर को ऊँचा, कर जय देता -2

मेरा सामर्थ जो यीशु ख्रिस्त है...

English Lyrics
VERSE 1

Mera Samarth Jo Yeshu Khrist Hai

Usme Sab Kuch Main Kar Sakta Hun -2

Wo Meri Jyoti Hai, Mera Uddhar Bhi Hai -2

Wo Hi Jeevan, Aur Bal Bhi Hai -2

Mera Samarth Jo Yeshu Khrist Hai...

Dushman Jab Mujhko, Kha Jane Ko Aaye -2

Thokar Khakar, Wo Gir Jaye -2

Mera Samarth Jo Yeshu Khrist Hai...

Mere Viruddh Agar, Aaye Sena Bhi -2

Dar Nahin Dil Me, Nishchint Hun Abhi -2

Mera Samarth Jo Yeshu Khrist Hai...

Sankat Ke Din Me, Mandap Pe Apne -2

Chhipa Rakhega, Sab Sambhalega -2

Mera Samarth Jo Yeshu Khrist Hai...

Mere Shatru Ke, Aage Wo Mere -2

Sir Ko Uncha, Kar Jai Deta -2

Mera Samarth Jo Yeshu Khrist Hai...

Related Songs