Mere Dukhmay Shunya Jeevan Me

मेरे दुःखमय शून्य जीवन में

By: Traditional
Category: PraiseOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Mere Dukhmay Shunya Jeevan Me

Thaame Mera Hath Pyaar Se

Mujhme Khamiyan Dekhkar Bhi

Wo Lagata Hai Seene Se Mujhe -2

Itne Premi Ishwar Ka

Kaise Karun Dhanyawad Main

Chhote Se Is Jeevan Ko

Arpan Karta Shree Charno Me -2

Kal Ke Bhaari Dukh Aur Sankat Sab

Pyaar Tera Hi Tha, Maine Na Jana -2

Mujhe Apnane Aur Seene Se Lagaane

Har Pal Pukara, Maine Na Jana -2

Kitna Sundar Ishwariya Prem

Itne Premi Ishwar Ka

Kaise Karun Dhanyawad Main

Chhote Se Is Jeevan Ko

Arpan Karta Shree Charno Me -2

Man Ki Sari Dukh Peedaon Me

Khoja Nahin Tera Sahara Prabhu -2

Ghayal Man Liye, Besahara Bana Main

Tera Hi Jeevan Daan Liya Tha Prabhu -2

Ek Hi Aashray Tu Pyare Ishwar

Mere Dukhmay Shunya Jeevan Me...

VERSE 1

मेरे दुख्मय शुन्य जीवन मे

थामे मेरा हथ प्यार से

मुझ्मे खमियन देख्कर भि

वो लगत है सीने से मुझे -2

इत्ने प्रेमि इश्वर का

कैसे करुन धन्यवद मैन

च्होते से इस जीवन को

अर्पन कर्त श्री चर्नो मे -2

कल के भारि दुख और सन्कत सब

प्यार तेरा हि थ, मैने न जन -2

मुझे अप्नने और सीने से लगाने

हर पल पुकर, मैने न जन -2

कित्न सुन्दर इश्वरिय प्रेम

इत्ने प्रेमि इश्वर का

कैसे करुन धन्यवद मैन

च्होते से इस जीवन को

अर्पन कर्त श्री चर्नो मे -2

मन की सरि दुख पीदओन मे

खोज नहीं तेरा सहर प्रभु -2

घयल मन लिये, बेसहर बन मैन

तेरा हि जीवन दान लिय थ प्रभु -2

एक हि आश्रय तु प्यरे इश्वर

मेरे दुख्मय शुन्य जीवन मे...

English Lyrics
VERSE 1

Mere Dukhmay Shunya Jeevan Me

Thaame Mera Hath Pyaar Se

Mujhme Khamiyan Dekhkar Bhi

Wo Lagata Hai Seene Se Mujhe -2

Itne Premi Ishwar Ka

Kaise Karun Dhanyawad Main

Chhote Se Is Jeevan Ko

Arpan Karta Shree Charno Me -2

Kal Ke Bhaari Dukh Aur Sankat Sab

Pyaar Tera Hi Tha, Maine Na Jana -2

Mujhe Apnane Aur Seene Se Lagaane

Har Pal Pukara, Maine Na Jana -2

Kitna Sundar Ishwariya Prem

Itne Premi Ishwar Ka

Kaise Karun Dhanyawad Main

Chhote Se Is Jeevan Ko

Arpan Karta Shree Charno Me -2

Man Ki Sari Dukh Peedaon Me

Khoja Nahin Tera Sahara Prabhu -2

Ghayal Man Liye, Besahara Bana Main

Tera Hi Jeevan Daan Liya Tha Prabhu -2

Ek Hi Aashray Tu Pyare Ishwar

Mere Dukhmay Shunya Jeevan Me...

Related Songs