Mere Gunah Maaf Kar

मेरे गुनाह माफ़ कर

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Mere Gunah Maaf Kar

Mera Zameer Saaf Kar -2

Mere Yeshu, Mere Khuda

O Mere Parmatma

Dekhe Jo Husn-E-Zindagi

Aisi Mujhe Nigaah De

Aaya Hun Sharmsaar Main

Ab To Mujhe Panaah De

Ab To Mujhe Panaah De

Mere Gunah Maaf Kar…

Koi Bhi Imtihaan Le

Kaise Bhi Mujhko Aazma

Apne Karam Se Ab Magar

Apna Hi Raasta Dikha

Apna Hi Raasta Dikha

Mere Gunah Maaf Kar…

Auron Ke Waastey Jeeun

Apne Liye To Jee Chuka

Khun-E-Jigar Bhi Ab Peeun

Khushiyon Ke Jaam Pi Chuka

Khushiyon Ke Jaam Pi Chuka

Mere Gunah Maaf Kar

Mera Zameer Saaf Kar

Mere Yeshu, Mere Khuda

O Mere Parmatma

O Mere Parmatma

O Mere Parmatma

VERSE 1

मेरे गुनह माफ़ कर

मेरा ज़मीर साफ़ कर -2

मेरे यीशु, मेरे खुद

ओ मेरे पर्मत्म

देखे जो हुस्न-ए-ज़िन्दगि

ऐसि मुझे निगाह दे

आय हुन शर्म्सार मैन

अब तो मुझे पनाह दे

अब तो मुझे पनाह दे

मेरे गुनह माफ़ कर…

कोई भि इम्तिहान ले

कैसे भि मुझ्को आज़्म

अपने करम से अब मगर

अपना हि रास्त दिख

अपना हि रास्त दिख

मेरे गुनह माफ़ कर…

औरोन के वास्तेय जीउन

अपने लिये तो जी चुक

खुन-ए-जिगर भि अब पीउन

खुशियोन के जाम पि चुक

खुशियोन के जाम पि चुक

मेरे गुनह माफ़ कर

मेरा ज़मीर साफ़ कर

मेरे यीशु, मेरे खुद

ओ मेरे पर्मत्म

ओ मेरे पर्मत्म

ओ मेरे पर्मत्म

English Lyrics
VERSE 1

Mere Gunah Maaf Kar

Mera Zameer Saaf Kar -2

Mere Yeshu, Mere Khuda

O Mere Parmatma

Dekhe Jo Husn-E-Zindagi

Aisi Mujhe Nigaah De

Aaya Hun Sharmsaar Main

Ab To Mujhe Panaah De

Ab To Mujhe Panaah De

Mere Gunah Maaf Kar…

Koi Bhi Imtihaan Le

Kaise Bhi Mujhko Aazma

Apne Karam Se Ab Magar

Apna Hi Raasta Dikha

Apna Hi Raasta Dikha

Mere Gunah Maaf Kar…

Auron Ke Waastey Jeeun

Apne Liye To Jee Chuka

Khun-E-Jigar Bhi Ab Peeun

Khushiyon Ke Jaam Pi Chuka

Khushiyon Ke Jaam Pi Chuka

Mere Gunah Maaf Kar

Mera Zameer Saaf Kar

Mere Yeshu, Mere Khuda

O Mere Parmatma

O Mere Parmatma

O Mere Parmatma

Related Songs