Mere Liye Yahowa Ki Bhalai

मेरे लिए, यहोवा की भलाई,

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Mere Liye Yahowa Ki Bhalai,

Kaafi Hai, Khatam Nahin Hogi

Main To Uske Hi Pichhe Chalunga

Uski Karuna Khatam Nahin Hogi -2

Usne Naam Le Ke Mujhko Pukara,

Mere Prabhu Ne Diya Chhutkara

Meri Aankhon Ko Khola Prabhu Ne,

Usne Dur Kiya Sara Andhiyara -2

Apna Darshan Diya, Mujhe Maksad Diya -2

Mera Prabhu Mera Sachcha Sahara -2

Mere Liye Yahowa Ki Bhalai...

Jab Main Girta Wo Mujhko Uthata,

Mere Sare Gunah Mitata

Apne Aatma Se Bharta Wo Mujhko,

Mera Hath Pakad Kar Chalata -2

Wo Hai Sachcha Khuda, Wo Hai Zinda Khuda -2

Mera Prabhu Mera Sachcha Sahara -2

Mere Liye Yahowa Ki Bhalai...

VERSE 1

मेरे लिये यहोव की भलै,

काफ़ि है, खतम नहीं होगि

मैन तो उस्के हि पिच्हे चलुन्ग

उस्कि करुन खतम नहीं होगि -2

उस्ने नाम ले के मुझ्को पुकर,

मेरे प्रभु ने दिय च्हुत्कर

मेरी आन्खोन को खोल प्रभु ने,

उस्ने दुर किय सर अन्धियर -2

अपना दर्शन दिय, मुझे मक्सद दिय -2

मेरा प्रभु मेरा सच्च सहर -2

मेरे लिये यहोव की भलै...

जब मैन गिर्त वो मुझ्को उथत,

मेरे सरे गुनह मितत

अपने आत्मा से भर्त वो मुझ्को,

मेरा हथ पकद कर चलत -2

वो है सच्च खुद, वो है ज़िन्द खुद -2

मेरा प्रभु मेरा सच्च सहर -2

मेरे लिये यहोव की भलै...

English Lyrics
VERSE 1

Mere Liye Yahowa Ki Bhalai,

Kaafi Hai, Khatam Nahin Hogi

Main To Uske Hi Pichhe Chalunga

Uski Karuna Khatam Nahin Hogi -2

Usne Naam Le Ke Mujhko Pukara,

Mere Prabhu Ne Diya Chhutkara

Meri Aankhon Ko Khola Prabhu Ne,

Usne Dur Kiya Sara Andhiyara -2

Apna Darshan Diya, Mujhe Maksad Diya -2

Mera Prabhu Mera Sachcha Sahara -2

Mere Liye Yahowa Ki Bhalai...

Jab Main Girta Wo Mujhko Uthata,

Mere Sare Gunah Mitata

Apne Aatma Se Bharta Wo Mujhko,

Mera Hath Pakad Kar Chalata -2

Wo Hai Sachcha Khuda, Wo Hai Zinda Khuda -2

Mera Prabhu Mera Sachcha Sahara -2

Mere Liye Yahowa Ki Bhalai...

Related Songs