Mitti Se Heera Ban Gaya
मिट्टी से हीरा बन गया
Romanisedi
Hindi
Tu Hi Mera, Mera Piya Hai Tu
Tu Hi Hai Chain, Mere Dil Ka
Tere Bina Main Hun, Kuch Bhi Nahin
Tere Siwa Mera Koi Nahin
Kya Tha Main Kya Ho Gaya
Tujhko Paane Ke Baad?
Gam To Mere Kho Hi Gaye
Khushiyan Mili Tujhse
O O O..
Tune Chhuwa Aur Main
Mitti Se Heera Ban Gaya
Teri Nazar Ne Mujhe
Bheed Me Bhi Chun Liya -2
Tere Bina Kahin Laage Na Jiya
Honthon Ne Bas Tera Naam Liya
Tune Jo Kiya Hai Mere Liye
Soch Se Bhi Jyada Hai Mere Liye
Khud Se Hi Main Swal Karun
Kya Tera Tha Vajood Yahan?
Dhool Zameen Ki Utha Kar
Tune Keemat Badha Diya
O O O..
Tune Chhuwa Aur Main
Mitti Se Heera Ban Gaya
Teri Nazar Ne Mujhe
Bheed Me Bhi Chun Liya -2
तु हि मेरा, मेरा पिय है तु
तु हि है चैन, मेरे दिल का
तेरे बिन मैन हुन, कुच भि नहीं
तेरे सिव मेरा कोई नहीं
क्य थ मैन क्य हो गय
तुझ्को पाने के बाद?
गम तो मेरे खो हि गये
खुशियन मिलि तुझ्से
ओ ओ ओ..
तुने च्हुव और मैन
मित्ति से हीर बन गय
तेरी नज़र ने मुझे
भीद मे भि चुन लिय -2
तेरे बिन कहिन लागे न जिय
होन्थोन ने बस तेरा नाम लिय
तुने जो किय है मेरे लिये
सोच से भि ज्यद है मेरे लिये
खुद से हि मैन स्वल करुन
क्य तेरा थ वजूद यहन?
धूल ज़मीन की उथ कर
तुने कीमत बध दिय
ओ ओ ओ..
तुने च्हुव और मैन
मित्ति से हीर बन गय
तेरी नज़र ने मुझे
भीद मे भि चुन लिय -2
Tu Hi Mera, Mera Piya Hai Tu
Tu Hi Hai Chain, Mere Dil Ka
Tere Bina Main Hun, Kuch Bhi Nahin
Tere Siwa Mera Koi Nahin
Kya Tha Main Kya Ho Gaya
Tujhko Paane Ke Baad?
Gam To Mere Kho Hi Gaye
Khushiyan Mili Tujhse
O O O..
Tune Chhuwa Aur Main
Mitti Se Heera Ban Gaya
Teri Nazar Ne Mujhe
Bheed Me Bhi Chun Liya -2
Tere Bina Kahin Laage Na Jiya
Honthon Ne Bas Tera Naam Liya
Tune Jo Kiya Hai Mere Liye
Soch Se Bhi Jyada Hai Mere Liye
Khud Se Hi Main Swal Karun
Kya Tera Tha Vajood Yahan?
Dhool Zameen Ki Utha Kar
Tune Keemat Badha Diya
O O O..
Tune Chhuwa Aur Main
Mitti Se Heera Ban Gaya
Teri Nazar Ne Mujhe
Bheed Me Bhi Chun Liya -2
Related Songs
Rajulaku Raju Putte Annayya
by Traditional
Wada Jo Kiya Main Nibhaunga Sada
by Traditional
Pahadon Pe Hanste Hain Masiha Ke Diwane
by Traditional
Akshay Mathews
by Traditional
Mere Viruddh Uthne Wali
by Traditional
Aisa Mujhko Bana
by Ashish Charan