Back to Library

Mubarak Hai Jiske

By: Anil Kant
Category: WorshipLanguage: HindiKey: G

Romanisedi

Hindi

CHORUS

Mubarak hai woh aadmi

Jo paap ke raaste pe nahin chalta hai

Rukta nahin paapiyon ke raaste mein kahin

Jinko nafrat hai khuda se,unki mehfil mein na jaye

Jinko shariyat mein khuda ki, hi mazaa milta hai

Woh us darakht ki maanind

Jo hai paani ke kinare

Apne mausam se phal aaye

Rahe patte hare bhare-2

So woh jo kuch bhi hai karta, woh use phalta hai.

CHORUS

मुबरक है वोह आद्मि

जो पाप के रास्ते पे नहीं चल्त है

रुक्त नहीं पापियोन के रास्ते मेइन कहिन

जिन्को नफ़्रत है खुद से,उन्कि मेह्फ़िल मेइन न जये

जिन्को शरियत मेइन खुद की, हि मज़ा मिल्त है

वोह उस दरख्त की मानिन्द

जो है पानि के किनरे

अपने मौसम से फल आये

रहे पत्ते हरे भरे-2

सो वोह जो कुच भि है कर्त, वोह उसे फल्त है.

VERSE 1

Sukhe tinke ki tarah jism yeh ud jaayega

Uske darbar mein paapi na jagah paayega-2

Ke khudawand jo hai saadikon se milta hai…

VERSE 1

सुखे तिन्के की तरह जिस्म येह उद जायेग

उस्के दर्बर मेइन पापि न जगह पायेग-2

के खुदवन्द जो है सादिकोन से मिल्त है…

English Lyrics

Related Songs