Mujhe Yeshu Mil Gaya

मुझे यीशु मिल गया,

By: Traditional
Category: WorshipOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

CHORUS

Mujhe Yeshu Mil Gaya,

Prabhu Yeshu Mil Gaya

Mera Munji Khudaya Mil Gaya -6

CHORUS

मुझे यीशु मिल गय,

प्रभु यीशु मिल गय

मेरा मुन्जि खुदय मिल गय -6

VERSE 1

Kehti Thi Chhu Lun Gar

Daaman Yeshu Ka

Us Se Shifa Main, Paungi

Us Se Shifa Main, Paungi

Jo Kuchh Tha Mera,

Wo Sab Hai Gawaya

Yeshu Se Par Jeevan Paungi

Yeshu Se Par Jeevan Paungi

Dekha Jab Usne Yeshu Ko,

Chhu Liya Uske Daaman Ko

Dekha Jab Usne Yeshu Ko,

Chhu Liya Uske Daaman Ko

Use Yeshu Mil Gaya,

Prabhu Yeshu Mil Gaya

Mera Munji Khudaya Mil Gaya...

VERSE 1

केह्ति थि च्हु लुन गर

दामन यीशु का

उस से शिफ़ मैन, पौन्गि

उस से शिफ़ मैन, पौन्गि

जो कुच्ह थ मेरा,

वो सब है गवय

यीशु से पर जीवन पौन्गि

यीशु से पर जीवन पौन्गि

देख जब उस्ने यीशु को,

च्हु लिय उस्के दामन को

देख जब उस्ने यीशु को,

च्हु लिय उस्के दामन को

उसे यीशु मिल गय,

प्रभु यीशु मिल गय

मेरा मुन्जि खुदय मिल गय...

VERSE 1

Yeshu Ke Pairon Ko, Itra Se Bhigoya

Aansuon Se Uske, Paon Ko Dhoya

Aansuon Se Uske, Paon Ko Dhoya

Chhod Ke Sari Jag Ki Baaten

Yeshu Ke Charno Me Khud Ko Khoya

Yeshu Ke Charno Me Khud Ko Khoya

Choomna Na Chhoda Usko,

Pa Liya Usne Yeshu Ko

Choomna Na Chhoda Usko,

Pa Liya Usne Yeshu Ko

Use Yeshu Mil Gaya,

Prabhu Yeshu Mil Gaya

Mera Munji Khudaya Mil Gaya...

VERSE 1

यीशु के पैरोन को, इत्र से भिगोय

आन्सुओन से उस्के, पओन को धोय

आन्सुओन से उस्के, पओन को धोय

च्होद के सरि जग की बातेन

यीशु के चर्नो मे खुद को खोय

यीशु के चर्नो मे खुद को खोय

चूम्न न च्होद उस्को,

प लिय उस्ने यीशु को

चूम्न न च्होद उस्को,

प लिय उस्ने यीशु को

उसे यीशु मिल गय,

प्रभु यीशु मिल गय

मेरा मुन्जि खुदय मिल गय...

VERSE 1

Mere Gunahon Ko, Khud Pe Lekar

Yeshu Salib, Par Hai Chadha

Yeshu Salib, Par Hai Chadha

Dene Mujhko Abdi Jeevan,

Khoon Mere Yeshu Ka Baha

Khoon Mere Yeshu Ka Baha

Gaya Phir Asman Pe Wo,

Jagah Taiyyar Karne Ko

Gaya Phir Asman Pe Wo,

Jagah Taiyyar Karne Ko

Hamen Yeshu Mil Gaya,

Prabhu Yeshu Mil Gaya

Mera Munji Khudaya Mil Gaya...

VERSE 1

मेरे गुनहोन को, खुद पे लेकर

यीशु सलिब, पर है चध

यीशु सलिब, पर है चध

देने मुझ्को अब्दि जीवन,

खून मेरे यीशु का बह

खून मेरे यीशु का बह

गय फिर अस्मन पे वो,

जगह तैय्यर कर्ने को

गय फिर अस्मन पे वो,

जगह तैय्यर कर्ने को

हमेन यीशु मिल गय,

प्रभु यीशु मिल गय

मेरा मुन्जि खुदय मिल गय...

English Lyrics
CHORUS

Mujhe Yeshu Mil Gaya,

Prabhu Yeshu Mil Gaya

Mera Munji Khudaya Mil Gaya -6

VERSE 1

Kehti Thi Chhu Lun Gar

Daaman Yeshu Ka

Us Se Shifa Main, Paungi

Us Se Shifa Main, Paungi

Jo Kuchh Tha Mera,

Wo Sab Hai Gawaya

Yeshu Se Par Jeevan Paungi

Yeshu Se Par Jeevan Paungi

Dekha Jab Usne Yeshu Ko,

Chhu Liya Uske Daaman Ko

Dekha Jab Usne Yeshu Ko,

Chhu Liya Uske Daaman Ko

Use Yeshu Mil Gaya,

Prabhu Yeshu Mil Gaya

Mera Munji Khudaya Mil Gaya...

VERSE 2

Yeshu Ke Pairon Ko, Itra Se Bhigoya

Aansuon Se Uske, Paon Ko Dhoya

Aansuon Se Uske, Paon Ko Dhoya

Chhod Ke Sari Jag Ki Baaten

Yeshu Ke Charno Me Khud Ko Khoya

Yeshu Ke Charno Me Khud Ko Khoya

Choomna Na Chhoda Usko,

Pa Liya Usne Yeshu Ko

Choomna Na Chhoda Usko,

Pa Liya Usne Yeshu Ko

Use Yeshu Mil Gaya,

Prabhu Yeshu Mil Gaya

Mera Munji Khudaya Mil Gaya...

VERSE 3

Mere Gunahon Ko, Khud Pe Lekar

Yeshu Salib, Par Hai Chadha

Yeshu Salib, Par Hai Chadha

Dene Mujhko Abdi Jeevan,

Khoon Mere Yeshu Ka Baha

Khoon Mere Yeshu Ka Baha

Gaya Phir Asman Pe Wo,

Jagah Taiyyar Karne Ko

Gaya Phir Asman Pe Wo,

Jagah Taiyyar Karne Ko

Hamen Yeshu Mil Gaya,

Prabhu Yeshu Mil Gaya

Mera Munji Khudaya Mil Gaya...

Related Songs