Nadiyan Taali Bajaye

नदियाँ ताली बजाए,

By: Traditional
Category: PraiseOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Rajya Rajya Ke Log Stuti Karen,

Kyonki Yeshu Raja Hua

Desh Desh Ke Log Anand Karen,

Kyonki Yeshu Raja Hua -2

Nadiyan Taali Bajaye,

Pahad Jhoom Uthe

Maidaan Praphoollit Ho,

Samudra Garaj Uthe -2

Teri Karuna Kaisi Anmol Hai,

Teri Sachchayi Aakashmandal Me Hai

Teri Dharmikta Unche Parwat Samaan,

Tere Saare Niyam Athah Sagar Samaan

Nadiyan Taali Bajaye...

Yahowa Mahan Aur Stuti Ke Yogya Hai,

Aao Saraho Milkar Usko Bhajen

Uske Samarth Ki Koi Tulna Nahin,

Uske Prem Ki Koi Seema Nahin

Nadiyan Taali Bajaye...

Aakash Anand Kare

Prithvi Magan Ho

Saare Log Jai Jaikaar Karen

Aur Naam Uska Uncha Karen

Nadiyan Taali Bajaye...

VERSE 1

रज्य रज्य के लोग स्तुति करेन,

क्योन्कि यीशु राजा हुअ

देश देश के लोग आनन्द करेन,

क्योन्कि यीशु राजा हुअ -2

नदियन तालि बजये,

पहद झूम उथे

मैदान प्रफूल्लित हो,

समुद्र गरज उथे -2

तेरी करुन कैसि अन्मोल है,

तेरी सच्चयि आकश्मन्दल मे है

तेरी धर्मिक्त उन्चे पर्वत समान,

तेरे सारे नियम अथह सगर समान

नदियन तालि बजये...

यहोव महन और स्तुति के योज्ञ है,

आओ सरहो मिल्कर उस्को भजेन

उस्के समर्थ की कोई तुल्न नहीं,

उस्के प्रेम की कोई सीम नहीं

नदियन तालि बजये...

आकश आनन्द करे

प्रिथ्वि मगन हो

सारे लोग जै जैकार करेन

और नाम उस्क उन्च करेन

नदियन तालि बजये...

English Lyrics
VERSE 1

Rajya Rajya Ke Log Stuti Karen,

Kyonki Yeshu Raja Hua

Desh Desh Ke Log Anand Karen,

Kyonki Yeshu Raja Hua -2

Nadiyan Taali Bajaye,

Pahad Jhoom Uthe

Maidaan Praphoollit Ho,

Samudra Garaj Uthe -2

Teri Karuna Kaisi Anmol Hai,

Teri Sachchayi Aakashmandal Me Hai

Teri Dharmikta Unche Parwat Samaan,

Tere Saare Niyam Athah Sagar Samaan

Nadiyan Taali Bajaye...

Yahowa Mahan Aur Stuti Ke Yogya Hai,

Aao Saraho Milkar Usko Bhajen

Uske Samarth Ki Koi Tulna Nahin,

Uske Prem Ki Koi Seema Nahin

Nadiyan Taali Bajaye...

Aakash Anand Kare

Prithvi Magan Ho

Saare Log Jai Jaikaar Karen

Aur Naam Uska Uncha Karen

Nadiyan Taali Bajaye...

Related Songs