Namrta Se Rehna Yeshu Ne Kaha
Romanisedi
Hindi
Namrta Se Rehna, Yeshu Ne Kaha
Apne Aap Ko Chhota Kar
Yeshu Ne Kaha -2
Dhanya Hain Ve Jo Namr Hain
Prithvi Ke Adhikari Honge -2
Namrta Se Rehna...
Dhanya Ho Tum Jab
Mere Karan Sataye Jaate Ho
Tumhare Virodh Baaten Karke
Tumhari Ninda Karte Hain
Lekin Anandit Aur Magan Hona
Tumhara Fal Swarg Me Hai -2
Namrta Se Rehna...
Guru Hokar Bhi Yeshu Ne
Chelon Ke Paanv Dhoye
Mahan Prabhu Hokar Bhi
Hamare Liye Roye
Manavjaati Ke Liye
Khud Ko Usne Shunya Kiya -2
Namrta Se Rehna...
Yeshu Ne Apne Aap Ko
Aisa Namr Kiya
Mahan Prabhu Hokar Bhi
Suli Par Wo Chadha
Uske Jeevan Se Hame
Sabko Hai Sikhna -2
Namrta Se Rehna...
नम्रता से रहना, यीशु ने कहा
अपने आप को छोटा कर
यीशु ने कहा -2
धन्य हैं वे जो नम्र हैं,
पृथ्वी के अधिकारी होंगे -2
नम्रता से रहना, यीशु ने कहा...
धन्य हो तुम जब, मेरे कारण सताए जाते हो
तुम्हारे विरोध बातें करके, तुम्हारी निंदा करते हैं
लेकिन आनंदित और मगन होना
तुम्हारा फल स्वर्ग में है -2
नम्रता से रहना, यीशु ने कहा...
गुरू होकर भी यीशु ने, चेलों के पाँव धोए
महान प्रभु होकर भी, हमारे लिए रोए
मानव जाति के लिए, खुद को उसने शून्य किया -2
नम्रता से रहना, यीशु ने कहा...
यीशु ने अपने आप को, ऐसा नम्र किया
महान प्रभु होकर भी, सूली पर वो चढ़ा
उसके जीवन से हमें, सबको है सीखना -2
नम्रता से रहना, यीशु ने कहा...
Namrta Se Rehna, Yeshu Ne Kaha
Apne Aap Ko Chhota Kar
Yeshu Ne Kaha -2
Dhanya Hain Ve Jo Namr Hain
Prithvi Ke Adhikari Honge -2
Namrta Se Rehna...
Dhanya Ho Tum Jab
Mere Karan Sataye Jaate Ho
Tumhare Virodh Baaten Karke
Tumhari Ninda Karte Hain
Lekin Anandit Aur Magan Hona
Tumhara Fal Swarg Me Hai -2
Namrta Se Rehna...
Guru Hokar Bhi Yeshu Ne
Chelon Ke Paanv Dhoye
Mahan Prabhu Hokar Bhi
Hamare Liye Roye
Manavjaati Ke Liye
Khud Ko Usne Shunya Kiya -2
Namrta Se Rehna...
Yeshu Ne Apne Aap Ko
Aisa Namr Kiya
Mahan Prabhu Hokar Bhi
Suli Par Wo Chadha
Uske Jeevan Se Hame
Sabko Hai Sikhna -2
Namrta Se Rehna...