Back to Library

Parbaton Ko Dekhunga Mein

Category: WorshipLanguage: English / RomanizedKey: G
INTRO / MUSIC

Parbaton ko dekhunga mein

Parbaton ko dekhunga mein

Parbaton ko dekhunga mein

Kaun hai madadgar mera

Kaun hai madadgar mera

VERSE 1

Mera madadgaar Khuda hai

Mera Madadgaar Khuda hai

Jisne zami aur aasman ko banaya

Jisne zami aur aasman ko banaya

CHORUS

Parbaton ko dekhunga mein

Woh tere paanv ko phisalne nahi dega

Woh tere paanv ko phisalne nahi dega

Khudavand hai tera jaga hua

CHORUS (Repeat)

Tujhe tanha na chodega

Khudavand hai tera jaga hua

Tujhe tanha na chodega

Mera nigehbaan khuda hai

VERSE 2

Mera nigehban Khuda hai

Jisne zami aur aasman ko banaya

Jisne zami aur aasman ko banaya

Teri jaan ko bala choo bhi na payegi

CHORUS (Repeat)

Teri jaan ko bala choo bhi na payegi

Na garmi Chaand O suraj ki kabhi tujh ko jalayegi

Na garmi Chaand O suraj ki kabhi tujh ko jalayegi

Mera saibaan Khuda hai

BRIDGE

Mera saibaan Khuda hai

Jisne zami aur aasman ko banaya

Jisne zami aur aasman ko banaya

Parbaton ko dekhunga mein

CHORUS (Repeat)

Haan..Parbaton ko dekhunga mein

Kaun hai madadgar mera

Kaun hai madadgar mera

Mera madadgaar Khuda hai

VERSE 3

Mera Madadgaar Khuda hai

Jisne zami aur aasman ko banaya

Jisne zami aur aasman ko banaya

Parbaton ko dekhunga mein

Related Songs