Parmeshwar Ki Stuti Karo

परमेश्वर की स्तुति करो

By: Traditional
Category: HymnOccasion: Sunday ServiceLanguage: HindiKey: G
18px
Key:
G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Dhanya Hai Parmeshwar, Tum Usi Ka Dhanyawad Gao

Swarg Ke Sab Dutoon Ke Raag Me Raag Apna Milaao

Sab Us Ke Geet

Chodo Veeja, Gao Geet

Prabhu Ke Bhajan Sunao

Dhanya Hai Parmeshwar, Veh Karta Sab Bhala Aur Achcha

Apne Pankh Neeche Veh Karta Hai Tumhari Raksha

Prabhu Dayaal

Rehta Hai Nitya Pratipal

Jaanta Tumhari Sab Ichcha

Dhanya Hai Parmeshwar, Adbhut Usne Tumhe Banaya

Tumhe Sukh-Chain De Ke Kripa Ke Maarg Par Chalaya

Kiya Upkaar

Prabhu Ne Tumhe Baar Baar

Apni Hi Aad Mein Chupaya

Dhanya Hai Parmeshwar, Tumhare Ghar Ka Veh Varvaai

Swarg Se Nit Varsha-Si Kripa Kar Kripa Barsaai

Kabhi Na Bhool

Prabhu Satya Aur Balvant

Kitni Preet Tum Par Dikhaai

Kitni Preet Tum Par Dikhaai

Dhanya Hai Parmeshwar ! Sab Milkar Gud Prabhu Ka Gao

Sab Jeen Ko Aas Hai Sang Hamare Bhajan Sunaao

Veh hai Jag-Mool

Hai Man Tu Use Na Bhool

Stuti Karke Kaho Ameen

VERSE 1

धन्य है पर्मेश्वर, तुम उसि का धन्यवद गओ

स्वर्ग के सब दुतून के राग मे राग अपना मिलाओ

सब उस के गीत

चोदो वीज, गओ गीत

प्रभु के भजन सुनओ

धन्य है पर्मेश्वर, वेह कर्त सब भल और अच्च

अपने पन्ख नीचे वेह कर्त है तुम्हरि रक्श

प्रभु दयाल

रेह्त है नित्य प्रतिपल

जान्त तुम्हरि सब इच्च

धन्य है पर्मेश्वर, अद्भुत उस्ने तुम्हे बनय

तुम्हे सुख-चैन दे के क्रिप के मार्ग पर चलय

किय उप्कार

प्रभु ने तुम्हे बार बार

अपनी हि आद मेइन चुपय

धन्य है पर्मेश्वर, तुम्हरे घर का वेह वर्वाइ

स्वर्ग से नित वर्श-सि क्रिप कर क्रिप बर्साइ

कभि न भूल

प्रभु सत्य और बल्वन्त

कित्नि प्रीत तुम पर दिखाइ

कित्नि प्रीत तुम पर दिखाइ

धन्य है पर्मेश्वर ! सब मिल्कर गुद प्रभु का गओ

सब जीन को आस है सन्ग हमरे भजन सुनाओ

वेह है जग-मूल

है मन तु उसे न भूल

स्तुति कर्के कहो अमीन

English Lyrics

Related Songs