Back to Library

Pavitra Aatma Tera Swagat Is Jagah Me

Category: WorshipLanguage: HindiKey: G

Romanisedi

Hindi

VERSE 1

Pavitra Aatma Tera Swagat

Is Jagah Me -2

Bhar Apni Samarth Se

De Aashish Apni Mujhe -2

Pavitra Aatma, Tera Swagat

Is Jagah Me -2

Apne Dil Ko, Ham Kholte

Tere Liye, Khuda Mere -2

Aa Ja Is Me Tu, Waas Kar -2

Tera Swagat Karte, Is Jagah Me

Pavitra Aatma, Tera Swagat

Is Jagah Me -2

Tere Aane Se, Milti Shifa

Tere Aane Se, Milti Najaat -2

Jo Aate Hain, Tere Hi Paas

Un Sab Pe Hai, Tera Hi Haath -2

Aa Ja, Aa Ja

Tera Swagat Karte, Is Jagah Me

Pavitra Aatma, Tera Swagat

Is Jagah Me -2

Peeun Tujhko Main, Jeevan Jal Hai Tu

Mera Hosla, Mera Bal Hai Tu -2

Aa Ja Meri, Zindagi Me Tu

Mera Aaj Tu, Mera Kal Bhi Tu -2

Aa Ja, Aa Ja

Tera Swagat Karte, Is Jagah Me

Pavitra Aatma, Tera Swagat

Is Jagah Me -2

PAVITRA AATMA TERA SWAGAT IS JAGAH ME LYRICS IN HINDI

पवित्र आत्मा तेरा स्वागत

इस जगह में -2

भर अपनी सामर्थ से

दे आशीष अपनी मुझे -2

पवित्र आत्मा तेरा स्वागत

इस जगह में -2

अपने दिल को, हम खोलते

तेरे लिए, खुदा मेरे -2

आ जा इस में तू, वास कर -2

तेरा स्वागत करते, इस जगह में

पवित्र आत्मा, तेरा स्वागत

इस जगह में -2

तेरे आने से, मिलती शिफा

तेरे आने से, मिलती नज़ात -2

जो आते हैं, तेरे ही पास

उन सब पे है, तेरा ही हाथ -2

आ जा, आ जा

तेरा स्वागत करते, इस जगह में

पवित्र आत्मा, तेरा स्वागत

इस जगह में -2

पीऊँ तुझको मैं, जीवन जल है तू

मेरा हौसला, मेरा बल है तू -2

आ जा मेरी, जिंदगी में तू

मेरा आज तू, मेरा कल भी तू -2

आ जा, आ जा

तेरा स्वागत करते, इस जगह में

पवित्र आत्मा, तेरा स्वागत

इस जगह में -2

English Lyrics
VERSE 1

Pavitra Aatma Tera Swagat

Is Jagah Me -2

Bhar Apni Samarth Se

De Aashish Apni Mujhe -2

Pavitra Aatma, Tera Swagat

Is Jagah Me -2

Apne Dil Ko, Ham Kholte

Tere Liye, Khuda Mere -2

Aa Ja Is Me Tu, Waas Kar -2

Tera Swagat Karte, Is Jagah Me

Pavitra Aatma, Tera Swagat

Is Jagah Me -2

Tere Aane Se, Milti Shifa

Tere Aane Se, Milti Najaat -2

Jo Aate Hain, Tere Hi Paas

Un Sab Pe Hai, Tera Hi Haath -2

Aa Ja, Aa Ja

Tera Swagat Karte, Is Jagah Me

Pavitra Aatma, Tera Swagat

Is Jagah Me -2

Peeun Tujhko Main, Jeevan Jal Hai Tu

Mera Hosla, Mera Bal Hai Tu -2

Aa Ja Meri, Zindagi Me Tu

Mera Aaj Tu, Mera Kal Bhi Tu -2

Aa Ja, Aa Ja

Tera Swagat Karte, Is Jagah Me

Pavitra Aatma, Tera Swagat

Is Jagah Me -2

Related Songs