Prabhu Na Banaye Ghar
Romanisedi
Hindi
Prabhu Na Banaye Ghar To Hoga
Shram Tera Bekaar
Raksha Kare Na Wo Nagar Ki
To Pehra Bekaar -2
Manan Karo Uske Vachan Par
Tera Ho Kalyan
Jeevan Ka Aadhaar Bana Lo
Usko Mere Yaar
Prabhu Na Banaye...
Dhan Daulat Ka, Garv Sada Jhutha
Prabhu Deeno Par, Karta Sada Kripa -2
Yaad Rahe Ye Saans Teri To,
Daata Ka Hi Daan
Prabhu Na Banaye...
Sara Gyan-Vigyan Bhalai Kya
Prabhu, Murkhon Ko Deta Pragya Daan -2
Yaad Rahe Ye Buddhi Teri,
Daata Ka Hi Daan
Prabhu Na Banaye...
Balwano Ka Bal Tute Ek Din
Prabhu Daliton Ko Deta Hai Bal Daan -2
Yaad Rahe Ye Kaya Teri,
Daata Ka Hi Daan
Prabhu Na Banaye...
प्रभु न बनाए घर तो होगा
श्रम तेरा बेकार
रक्षा करे न वो नगर की
तो पहरा बेकार -2
मनन करो उसके वचन पर
तेरा हो कल्याण
जीवन का आधार बना लो
उसको मेरे यार
प्रभु न बनाए…
धन दौलत का, गर्व सदा झूठा
प्रभु दीनों पर, करता सदा कृपा -2
याद रहे ये सांस तेरी तो, दाता का ही दान
प्रभु न बनाए…
सारा ज्ञान-विज्ञान भलाई क्या
प्रभु, मुर्खों को देता प्रज्ञा दान -2
याद रहे ये बुद्धि तेरी, दाता का ही दान
प्रभु न बनाए…
बलवानों का बल टूटे एक दिन
प्रभु दलितों को देता है बल दान -2
याद रहे ये काया तेरी, दाता का ही दान
प्रभु न बनाए…
Prabhu Na Banaye Ghar To Hoga
Shram Tera Bekaar
Raksha Kare Na Wo Nagar Ki
To Pehra Bekaar -2
Manan Karo Uske Vachan Par
Tera Ho Kalyan
Jeevan Ka Aadhaar Bana Lo
Usko Mere Yaar
Prabhu Na Banaye...
Dhan Daulat Ka, Garv Sada Jhutha
Prabhu Deeno Par, Karta Sada Kripa -2
Yaad Rahe Ye Saans Teri To,
Daata Ka Hi Daan
Prabhu Na Banaye...
Sara Gyan-Vigyan Bhalai Kya
Prabhu, Murkhon Ko Deta Pragya Daan -2
Yaad Rahe Ye Buddhi Teri,
Daata Ka Hi Daan
Prabhu Na Banaye...
Balwano Ka Bal Tute Ek Din
Prabhu Daliton Ko Deta Hai Bal Daan -2
Yaad Rahe Ye Kaya Teri,
Daata Ka Hi Daan
Prabhu Na Banaye...